yā-rab vo na samjhe haiñ na samjheñge mirī baatde aur dil un ko jo na de mujh ko zabāñ aur
phir be-ḳhudī meñ bhuul gayā rāh-e-kū-e-yārjaatā vagarna ek din apnī ḳhabar ko maiñ
yaar se chheḌ chalī jaa.e 'asad'gar nahīñ vasl to hasrat hī sahī
jo kuchh hai mahv-e-shoḳhi-e-abrū-e-yār haiāñkhoñ ko rakh ke taaq pe dekhā kare koī
mauj-e-ḳhūñ sar se guzar hī kyuuñ na jaa.eāstān-e-yār se uTh jaa.eñ kyā