Pinhan Duroon-e-Sina Kahin Raaz Ho TeraAshak-e-Jigar Gudaz Na Ghammaz Ho Tera
ishq se tabī.at ne ziist kā mazā paayādard kī davā paa.ī dard-e-be-davā paayā
Wasl Ke Asbab Paida Hon Teri Tehreer SeDekh! Koi Dil Na Dukh Jaye Teri Taqreer Se
dost-dār-e-dushman hai e'timād-e-dil ma.alūmaah be-asar dekhī naala nā-rasā paayā
Toot Kar Khursheed Ki Kashti Huwi Gharqab-e-NeelAik Tukra Tairta Phirta Hai Rooye Aab-e-Neel
shor-e-pand-e-nāseh ne zaḳhm par namak chhiḌkāaap se koī pūchhe tum ne kyā mazā paayā
Ghatne Barhne Ka Saman Ankhon Ko Dikhlata Hai TuHai Watan Tera Kidhar, Kis Dais Ko Jata Hai Tu
jis qadar jigar ḳhuuñ ho kūcha dādan-e-gul haizaḳhm-e-teġh-e-qātil ko turfa dil-kushā paayā
Farishte Sikhate The Shabnam Ko RonaHansi Gul Ko Pehle Pehal Aa Rahi Thi
kī ham-nafasoñ ne asar-e-giryā meñ taqrīrachchhe rahe aap is se magar mujh ko Dubo aa.e
Atta Dard Hota Tha Shayar Ke Dil KoKhudi Tashna Kaam-e-Mai-e-Bekhudi Thi
nahīñ zarīya-e-rāhat jarāhat-e-paikāñvo zaḳhm-e-teġh hai jis ko ki dil-kushā kahiye
Tapakti Hai Ankhon Se Ban Ban Ke AnsuWoh Ansu Ke Ho Jin Ki Talkhi Gawara