tū vo bad-ḳhū ki tahayyur ko tamāshā jaaneġham vo afsāna ki āshufta-bayānī māñge
Ashak Ke Dane Zameen-e-Shair Mein Bota Hun MainTu Bhi Ro Ae Khak-e-Dilli! Dagh Ko Rota Hun Main
vahshat-e-shor-e-tamāshā hai ki juuñ nik.hat-e-gulnamak-e-zaḳhm-e-jigar bāl-fishānī māñge
Meri Zuban Se Kisi Ka Dil Na DukheKisi Se Shikwah Na Ho Zair-e-Asman Mujh Ko
nukta-chīñ hai ġham-e-dil us ko sunā.e na banekyā bane baat jahāñ baat banā.e na bane
Hum Apni Dardmani Ka FasanaSuna Karte Hain Apne Raazdan Se
na paayā dardmand-e-dūrī-e-yārān-e-yak-dil nesavād-e-ḳhatt-e-peshānī se nusḳha momyā.ī kā
Iss Chaman Mein Murgh-e-Dil Gaye Na Azadi Ka GeetAah! Ye Gulshan Nahin Aese Tarane Ke Liye
sabza ko jab kahīñ jagah na milīban gayā rū-e-āb par kaa.ī
Kuch Dekhne Dikhane Ka Tha Taqaza Toor ParKya Khabar Hai Tujh Ko Ae Dil Faisala Kyunkar Huwa
phir kuchh ik dil ko be-qarārī haisiina juyā-e-zaḳhm-e-kārī hai
Mout Ka Nuskha Abhi Baqi Hai Ae Dard-e-Faraaq!Charahgar Diwana Hai, Main La-Dawa Kyunkar Huwa
vahī sad-rañg nāla-farsā.īvahī sad-gona ashk-bārī hai
Ilaj-e-Dard Mein Bhi Dard Ki Lazzat Pe Merta HunJo The Chhalon Mein Kante, Nok-e-Souzan Se Nikale Hain
phir diyā pāra-e-jigar ne savālek fariyād o āh-o-zārī hai
Mere Ashaar Ae Iqbal! Kyun Pyare Na Hon Mujh KoMere Toote Huwe Dil Ke Ye Dard Angaiz Nale Hain
phir hue haiñ gavāh-e-ishq talabashk-bārī kā hukm-jārī hai
Tamanna Dard-e-Dil Ki Ho To Kar Khidmat Faqeeron KiNahin Milta Ye Gohar Badshahon Ke Khazeenon Mein
aah vo jur.at-e-fariyād kahāñdil se tañg aa ke jigar yaad aayā