Namayan Ho Ke Dikhla De Kabhi In Ko Jamal ApnaBohat Muddat Se Cherche Hain Tere Bareek Beenon Mein
na niklā aañkh se terī ik aañsū us jarāhat parkiyā siine meñ jis ne ḳhūñ-chakāñ mizhgān-e-sozan ko
Tarap Bijli Se Payi,Hoor Se Pakeezgi PayiHararat Li Nafashaye Maseeh-e-Ibn-e-Mariam (A.S.) Se
e'tibār-e-ishq kī ḳhāna-ḳharābī dekhnāġhair ne kī aah lekin vo ḳhafā mujh par huā
Bhar Aye Phool Ke Ansu Payam-e-Shabnam SeKali Ka Nanha Sa Dil Khoon Ho Gya Gham Se
dard se dar-parda dī mizhgāñ-siyāhāñ ne shikastreza reza ustuḳhāñ kā post meñ nashtar huā
Peer-e-Mughan! Farang Ki Mai Ka Nishat Hai AsarIss Mein Woh Kaif-e-Gham Nahin, Mujh Ko To Khana Saaz De
zaḳhmī huā hai pāshna pā-e-sabāt kāne bhāgne kī guuñ na iqāmat kī taab hai
Aah! Khola Kis Ada Se Tu Ne Raaz-e-Rang-o-BuMain Abhi Tak Hun Aseer-e-Imtiaz-e-Rang-o-Bu
zāhir hai tarz-e-qaid se sayyād kī ġharazjo daana daam meñ hai so ashk-e-kabāb hai
Chashm-e-Nabeena Se Makhfi Maani-e-Anjaam HaiTham Gyi Jis Dam Tarap, Seemab Seem-e-Kham Hai
is rañg se uThā.ī kal us ne 'asad' kī na.ashdushman bhī jis ko dekh ke ġhamnāk ho ga.e
Auron Ka Hai Payam Aur, Mera Payam Aur HaiIshq Ke Dardmand Ka Tarz-e-Kalaam Aur Hai
ġham us ko hasrat-e-parvāna kā hai ai sho.aletire larazne se zāhir hai nā-tavānī-e-sham.a
Shama-e-Sehar Ye Keh Gyi Souz Hai Zindagi Ka SaazGhamkuda-e-Namood Mein Shart-e-Dawam Aur Hai
nashāt-e-dāġh-e-ġham-e-ishq kī bahār na pūchhshaguftagī hai shahīd-e-gul-e-ḳhizānī-e-sham.a
Kaha Ye Main Ne Ke Ae Zaiwar-e-Jabeen-e-Sehar !Gham-e-Fana Hai Tujhe ! Gunbad-e-Falak Se Uter
yā mere zaḳhm-e-rashk ko rusvā na kījiyeyā parda-e-tabassum-e-pinhāñ uThā.iye
Husn Ki Barq Hai Tu, Ishq Ka Hasil Hun MeinTu Sehar Hai To Mere Ashk Hain Shabnam Teri
ḳhat-e-nau-ḳhez nīl-e-chashm zaḳhm-e-sāfī-e-ārizliyā ā.īna ne hirz-e-par-e-tūtī ba-chang āḳhir
Kahin Saman-e-Musarrat, Kahin Saaz-e-Gham HaiKahin Gohar Hai, Kahin Ashk, Kahin Shabnam Hai
taḌap kar mar gayā vo said-e-bāl-afshāñ ki muztar thāhuā nāsū-e-chashm-e-ta.aziyat chashm-e-ḳhadañg āḳhir