Sharar Ban Ke Rehti Hai Insan Ke Dil MeinWoh Hai Noor-e-Mutliq Ki Ankhon Ka Tara
Tapakti Hai Ankhon Se Ban Ban Ke AnsuWoh Ansu Ke Ho Jin Ki Talkhi Gawara
kyuuñ jal gayā na tāb-e-ruḳh-e-yār dekh karjaltā huuñ apnī tāqat-e-dīdār dekh kar
Shohra Tha Bohat App Ki Sufi Manashi KaKarte The Adab Un Ka Aa’aali-o-Adani
muñh na dikhlāve na dikhlā par ba-andāz-e-itābkhol kar parda zarā āñkheñ hī dikhlā de mujhe
Kuch Aar Isse Husn Faroshon Se Nahin HaiAdat Ye Humare Shuara Ki Hai Purani
yaañ talak merī giraftārī se vo ḳhush hai ki maiñzulf gar ban jā.ūñ to shāne meñ uljhā de mujhe
Mehfil-e-Nazam-e-Hukumat, Chehra-e-Zaibaye QoumShayar-e-Rangee Nawa Hai Dida-e-Beenaye Qoum
sarāpā yak-ā.īña-dār-e-shikastanirāda huuñ yak-ālam-afsurdagāñ kā
Mubtalaye Dard Koi Uzoo Ho, Roti Hai AnkhKis Qadar Hamdard Sare Jism Ki Hoti Hai Ankh