nahīñ nigār ko ulfat na ho nigār to hairavānī-e-ravish o mastī-e-adā kahiye
Ghatne Barhne Ka Saman Ankhon Ko Dikhlata Hai TuHai Watan Tera Kidhar, Kis Dais Ko Jata Hai Tu
sharm ik adā-e-nāz hai apne hī se sahīhaiñ kitne be-hijāb ki haiñ yuuñ hijāb meñ
Kya Bhali Lagti Hai Ankhon Ki Shafaq Ki LaaliMai-e-Gulrang Khum-e-Shaam Mein Tu Ne Dali
kare hai baada tire lab se kasb-e-rañg-e-faroġhḳhat-e-piyāla sarāsar nigāh-e-gul-chīñ hai
Anjuman Husn Ki Hai Tu, Teri Tasveer Hun MainIshq Ka Tu Hai Sahifa, Teri Tafseer Hun Main
Haye Ghafla Ke Teri Ankh Hai Paband-e-MajazNaaz Zaiba Tha Tujhe, Tu Hai Magar Garm-e-Niaz
Ye Pucha Tera Naam Kya, Kaam Kya HaiNahin Ankh Ko Deed Teri Gawara
ye kah sakte ho ham dil meñ nahīñ haiñ par ye batlāoki jab dil meñ tumhīñ tum ho to āñkhoñ se nihāñ kyuuñ ho
Meri Ankh Mein Jadoo-e-Neesti HaiPaya-e-Fana Hai Issi Ka Ishara