Shabab, Aah ! Kahan Tak Umeedwar RaheWoh Aysh, Aysh Nahin, Jis Ka Intizar Rahe
Ye Hind Ke Firqa Saaz Iqbal Azari Kar Rahe Hain GoyaBacha Ke Daman Buton Se Apna Gubar-e-Rah-e-Hijaz Ho Ja
Suna Diya Gosh-e-Muntazir Ko Hijaz Ki Khamshi Ne AkhirJo Ehad Sehraiyon Se Bandha Gya Tha, Phir Ustawar Ho Ga
Na Pooch Iqbal Ka Thikana, Abhi Wohi Kaifiyat Hai Uss KiKahin Sar-e-Rah Guzar Baitha Sitam Kash-e-Intizar Ho Ga
Gardish Taron Ka Hai MuqaddarHar Aik Ki Rah Hai Muqarrar
Daman-e-Dil Ban Gya Ho Razmgah-e-Khair-o-SharRah Ki Zulmat Se Ho Mushkil Sooye Manzil Safar
Shugufta Kar Na Sake Gi Kabhi Bahar IsseFusurda Rakhta Hai Gulcheen Ka Intizar Isse
Mein Ne Iqbal Se Azrah-e-Nasihat Ye KahaAamil-e-Roza Hai Tu Aur Na Paband Namaz
Gurrah-e-Shawwal! Ae Noor-e-Nigah-e-RozadarAa Ke The Tere Liye Muslim Sarapa Intizar
Hum Tau Mayal Ba-Karam Hain, Koi Sayal Hi NahinRah Dikhlaen Kise Rahraw-e-Manzil Hi Nahin
Ek Din Rusool-e-Pak (S.A.W.) Ne Ashab (R.A.) Se KahaDain Maal Rah-e-Haq Mein Jo Hon Tum Mein Maal-Dar
Dil Mein Ye Keh Rahe The Ke Siddique (R.A.) Se ZuroorBarh Kar Rakhe Ga Aaj Qadam Mera Rahwar
Kis Ko Ab Ho Ga Watan Mein Aah! Mera IntizarKon Mera Khat Na Ane Se Rahe Ga Be-Qarar
Hai Agar Diwana-e-Ghaeeb To Kuch Parwa Na KarMuntazir Reh Wadi-e-Faran Mein Ho Kar Khema Zan