Saf Basta The Arab Ke Jawanan-e-TaeghbandThi Muntazir Hina Ki Uroos-e-Zameen-e-Shaam
Karam Ae Shah (S.A.W.) -e-Arab-o-Ajam Ke Khare Hain Muntazir-e-KaramWoh Gaza Ke Tu Ne Atta Kiya Hai Jinhain Damagh-e-Sikandari
Pare Hai Charakh-E-Neeli Faam Se Manzil Musalman KiSitare Jis Ki Gard-E-Rah Hon, Woh Karwan Tu Hai
Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa Libas-e-Majaz MeinKe Hazar Sajde Tarap Rahe Hain Meri Jabeen-e-Niaz Mein
Larkiyan Parh Rahi Hain AngraiziDhoond Li Qoum Ne Falah Ki Rah
Ye Drama Dikhaye Ga Kya SeenParda Uthne Ki Muntazir Hai Nigah
Iss Dour Mein Sub Mit Jaen Ge, Haan! Baqi Woh Rehjaye GaJo Qaeem Apni Rah Pe Hai Aur Pakka Apni Hat Ka Hai
Choon Didah-e-Rah Been NadariQaid Qarshi Ba Az Bukhari”
Aqal-e-Bemaya Imamat Ki SazawarRahbar Hi Zan-o-Takhmeen To Zaboon Kar-e-Hayat
Maloom Hain Mujh Ko Tere Ahwal Ke Main BhiMuddat Huwi Guzra Tha Iss Rah Se
Sukoon Prasti-e-Rahab Se Faqr Hai BezarFaqeeh Ka Hai Safina Humasha Toofani
Fitrat Ke Taqazon Pe Na Kar Rah-e-Amal BandMaqsood Hai Kuch Aur Hi Tasleem-o-Raza Ka
Agarcha Pak Hai Tiniat Mein Rahbi Uss KiTaras Rahi Hai Magar Lazzat-e-Gunah Ke Liye
Kya Charkh-e-Kajro, Kya Meher, Kya MahSub Rahru Hain Wa Manda-e-Rah
Safar Amadah Nahin Muntazir-e-Bang-e-RaheelHai Kahan Qafla-e-Mouj Ko Parwaye Jaras!
Jo Sakhti-e-Manzil Ko Saman-e-Safar SamjheAe Waye Tan Asani ! Na-Paid Hai Woh Raahi
Farang Se Bohat Aage Hai Manzil-e-MominQadam Utha! Ye Maqam Intahaye Rah Nahin