aamad bahār kī hai jo bulbul hai naġhma-sañjuḌtī sī ik ḳhabar hai zabānī tuyūr kī
Ek Charagah Heri Bheri Thi KahinThi Sarapa Bhar Jis Ki Zameen
hai rañg-e-lāla-o-gul-o-nasrīñ judā judāhar rañg meñ bahār kā isbāt chāhiye
Kya Saman Uss Bahar Ka Ho BayanHer Taraf Saaf Nadiyan Thin Rawan
ye kis bahīsht-shamā.il kī aamad aamad haiki ġhair-e-jalva-e-gul rahguzar meñ ḳhaak nahīñ
Ho Mere Dam Se Yunhi Mere Watan Ki ZeenatJis Tarha Phool Se Hoti Hai Chaman Ki Zeenat
ḳhayāl-e-jalva-e-gul se ḳharāb haiñ mai-kashsharāb-ḳhāne ke dīvār-o-dar meñ ḳhaak nahīñ
Tehni Pe Kisi Shajar Ki TanhaBulbul Tha Koi Udas Baitha
ḳhizāñ kyā fasl-e-gul kahte haiñ kis ko koī mausam hovahī ham haiñ qafas hai aur mātam bāl-o-par kā hai
Sun Kar Bulbul Ki Aah-O-ZariJugnu Koi Pas Hi Se Bola