latāfat be-kasāfat jalva paidā kar nahīñ saktīchaman zañgār hai ā.īna-e-bād-e-bahārī kā
meri soorat tu bhi ek berg e riyaz e toor haimain chaman se door hun, tu bhi chaman se door hai
bahār-e-rañg-e-ḳhūn-e-gul hai sāmāñ ashk-bārī kājunūn-e-barq nashtar hai rag-e-abr-e-bahārī kā
Tere Ferdous-e-Takhayul Se Hai Qudrat Ki BaharTeri Kisht-e-Fikar Se Ugte Hain Aalam Sabza War
aa ai bahār-e-nāz ki tere ḳhirām sedastār gird-e-shāḳh-e-gul-e-naqsh-e-pā karūñ
Shahid-e-Mazmoon Tassaduq Hai Tere Andaz PerKhandazan Hai Guncha-e-Dilli Gul-e-Shiraz Per
'mīr' ke sher kā ahvāl kahūñ kyā 'ġhālib'jis kā dīvān kam-az-gulshan-e-kashmīr nahīñ
Aah! Tu Ujhari Huwi Dilli Mein Aaramida HaiGulshan-e-Weimar* Mein Tera Humnawa Khawabida Hai
misl-e-gul zaḳhm hai merā bhī sināñ se tavvāmterā tarkash hī kuchh ābistanī-e-tīr nahīñ
Hai Bulandi Se Falak Bos Nasheman MeraAbar E Kuhsar Hun Gul Pash Hai Daman Mera
rañg-e-shikasta sub.h-e-bahār-e-nazāra haiye vaqt hai shaguftan-e-gul-hā-e-nāz kā
Ser Pe Sabze Ke Khare Ho Ke Kaha Qum Mein NeGunchae Gul Ko Diya Zauq E Tabassum Mein Ne