Huwi Junbish Ayan, Zarron Ne Lutf-e-Khawab Ko ChoraGile Milne Lage Uth Uth Ke Apne Apne Humdam Se
fasurda-ḳhātirī-e-ishq ai ma.āz-allāhḳhayāl-e-yār se bhī kuchh shaguftagī na huī
tum agar apnī guuñ ke ho ma.ashūqapne matlab ke yaar ham bhī haiñ
vāqif haiñ ham ki hazrat-e-ġham aise shaḳhs haiñaur phir ham un ke yaar haiñ ham aise shaḳhs haiñ
na huī ham se raqam hairat-e-ḳhatt-e-ruḳh-e-yārsafha-e.ā.ina jaulāñ-gah-e-tūtī na huā
Ghazah-e-Ulfat Se Ye Khak-e-Seh Aaeena HaiAur Aaeene Mein Aks-e-Humdam-e-Dairina Hai
ḳhayāl-e-yār salāmat tujhe ḳhudā rakkhetire baġhair kabhī ghar meñ raushnī na huī
aa.ī mai-ḳhāne se ye kis kī sadālaao yāroñ ke yaar ham bhī haiñ
nahīñ Darte agar hoñ laakh zindāñ yaar zindāñ sejunūn ab to misāl-e-nāla-e-zanjīr ham nikle
kyuuñ mirī ġham-ḳhvārgī kā tujh ko aayā thā ḳhayāldushmanī apnī thī merī dost-dārī haa.e haa.e
Kis Shay Ki Tujhe Hawas Hai Ae Dil !Qudrat Teri Hum-Nafas Hai Ae Dil !
sitam-e-ḳhās-e-yār kī hai qasamkaram-e-yār be-hisāb huā
ġhair kā haal pūchhiye ham seus ke jalse ke yaar ham bhī haiñ
mizhgāñ pe mire laḳht-e-jigar hī nahīñ yaarois taar se vo rishta aqīq-e-yamanī hai
ḳhaak meñ nāmūs-e-paimān-e-mohabbat mil ga.īuTh ga.ī duniyā se rāh-o-rasm-e-yārī haa.e haa.e
Yahan Kahan Hum-Nafas Mayyasar, Ye Dais Na-Ashna Hai Ae Dil !Woh Cheez Tu Mangta Hai Mujh Se Ke Zair-e-Charakh-e-Kuhan Nahin Hai
tirī sub.h-e-aish hai kyā balā tujhe ai falak jo ho hauslakabhī kar le aa ke muqābla ġham-e-hijr-e-yār kī shaam se
dekh kar rū-e-yār salle-alābe-tahāshā zabān se niklā
karo hazār sitam le ke zikr kyā yak yaarshikāyat apnī tum is apne nīm-jāñ se suno
ban gayā teġh-e-nigāh-e-yār kā sañg-e-fasāñmarhabā maiñ kyā mubārak hai girāñ-jānī mujhe