Tujh Se Greban Mera Matla-e-Subah-e-NashoorTujh Se Mere Seene Mein Atish-e-‘Allah Hoo’
DhūñDe hai us muġhanni-e-ātish-nafas ko jījis kī sadā ho jalva-e-barq-e-fanā mujhe
Tu Ho Agar Kam Ayaar, Main Hun Agar Kam AyaarMout Hai Teri Baraat, Mout Hai Meri Baraat
khultā kisī pe kyuuñ mire dil kā mo.āmlasheroñ ke intiḳhāb ne rusvā kiyā mujhe
Awwal-O-Akhir Fana, Batin-O-Zahir FanaNaqsh-E-Kuhan Ho Ke Nau, Manzil-E-Akhir Fana
ham rashk ko apne bhī gavārā nahīñ kartemarte haiñ vale un kī tamannā nahīñ karte
Mard-E-Khuda Ka Amal Ishq Se Sahib FiroghIshq Hai Asal-E-Hayat, Mout Hai Iss Par Haraam
havas ko hai nashāt-e-kār kyā kyāna ho marnā to jiine kā mazā kyā
Phir Tere Haseenon Ko Zaroorat Hai Hina Ki?Baqi Hai Abhi Rang Mere Khoon-e-Jigar Mein !
hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam niklebahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle
Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss KoHalakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein