ye dil kī aag hai yā dil ke nuur kā hai zuhūrnafas nafas meñ mire raushnī nikaltī hai
fāriġh mujhe na jaan ki mānind-e-sub.h-o-mehrhai dāġh-e-ishq zīnat-e-jeb-e-kafan hunūz
Hadsa Woh Jo Abhi Parda-e-Aflak Mein HaiAks Uss Ka Mere Aaeena-e-Idraak Mein Hai
mire nikāle na niklegī aarzū merījo tum nikālnā chāho abhī nikaltī hai
khulegā kis tarah mazmūñ mire maktūb kā yā-rabqasam khaa.ī hai us kāfir ne kāġhaz ke jalāne kī
Na Sitare Mein Hai, Ne Gardish-e-Aflak Mein HaiTeri Taqdeer Mere Nala-e-Bebaak Mein Hai
hamārī sādgī thī iltifāt-e-nāz par marnātirā aanā na thā zālim magar tamhīd jaane kī
Mere Kidu Ko Ghanimat Samajh Ke Bada-e-NaabNa Madrase Mein Hai, Baqi Na Khanqah Mein Hai
Na Falsafi Se, Na Mullah Se Hai Gharz Mujh KoYe Dil Ki Mout, Woh Andaisha-o-Nazar Ka Fasad
zindagī meñ bhī rahā zauq-e-fanā kā maarānashsha baḳhshā ġhazab us sāġhar-e-ḳhālī ne mujhe
Rah-e-Mohabbat Mein Hai Kon Kisi Ka RafeeqSath Mere Reh Gyi Aik Meri Arzoo
jalva-e-ḳhur se fanā hotī hai shabnam 'ġhālib'kho diyā satvat-e-asmā-e-jalālī ne mujhe