kyā hī rizvāñ se laḌā.ī hogīghar tirā ḳhuld meñ gar yaad aayā
Khak-e-Marqad Par Teri Le Kar Ye Faryad Aun GaAb Duaye Neem Shab Mein Kis Ko Main Yaad Aun Ga!
aah vo jur.at-e-fariyād kahāñdil se tañg aa ke jigar yaad aayā
Ye ‘Lasan Al Asr’ Ka Pegham Hai“Inna Wadallahi Haqqun Yaad Rakh"
phir tire kūche ko jaatā hai ḳhayāldil-e-gum-gashta magar yaad aayā
Ae Mard-e-Khuda! Yujh Ko Woh Quwwat Nahin HasilJa Baith Kisi Ghaar Mein Allah Ko Kar Yaad
koī vīrānī sī vīrānī haidasht ko dekh ke ghar yaad aayā
Aah, Ae Mard-e-Musakman Tujhe Kya Yaad NahinHarf-e- ‘La Tad-Au Maa Allahi Ilahan Aakhar’
maiñ ne majnūñ pe laḌakpan meñ 'asad'sañg uThāyā thā ki sar yaad aayā
vasl meñ hijr kā Dar yaad aayāain jannat meñ saqar yaad aayā
yaad thiiñ ham ko bhī rañgā-rañg bazm-ārā.īyāñlekin ab naqsh-o-nigār-e-tāq-e-nisyāñ ho ga.iiñ