tirī ḳhushī se agar ġham meñ bhī ḳhushī na huīvo zindagī to mohabbat kī zindagī na huī
ai āfiyat kināra kar ai intizām chalsailāb-e-girya darpai-e-dīvār-o-dar hai aaj
Mein Ne Dikhlaya Farangi Ko Mulukiyat Ka KhawabMein Ne Tora Masjid-o-Dair-o-Kalisa Ka Fusoon
mire ḳhayāl se bhī aah mujh ko buad rahāhazār tarah se chāhā barābarī na huī
ġhuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñbose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñ
Torh Uss Ka Rumatul Kubra Ke Aewanon Mein DekhAal-e-Ceaser Ko Dikhaya Hum Ne Phir Ceaser Ka Khawab
idhar se bhī hai sivā kuchh udhar kī majbūrīki ham ne aah to kī un se aah bhī na huī
hāsil se haath dho baiTh ai ārzū-ḳhirāmīdil josh-e-girya meñ hai Duubī huī asāmī
Nazar Dard-o-Gham-o-Souz-o-Tab-o-TaabTu Ae Nadan, Qana’at Kar Khabar Par
isī ummīd par ham tālibān-e-dard jiite haiñḳhoshā dard de ki terā aur dard-e-lā-davā hogā
tāqat fasāna-e-bād andesha sho.ala-ījādai ġham hunūz ātish ai dil hunūz ḳhāmī
Ah Zalim! Tu Jahan Mein Banda’ay Mehkoom ThaMain Na Samjhi Thi Ke Hai Kyun Khak Meri Souz Naak
nigah-e-nāz le ḳhabar varnadard mahbūb-e-iztirāb huā
tum shahr meñ ho to hameñ kyā ġham jab uTheñgele ā.eñge bāzār se jā kar dil o jaañ aur
Ah Ye Marg-E-Dawam, Ah Ye Razm-E-HayatKhatam Bhi Ho Gi Kabhi Kashmakash-E-Kainat !