juuñ par-e-tā.ūs jauhar taḳhta mashq-e-rañg haibas-ki hai vo qibla-e-ā.īna mahv-e-iḳhtirā.a
Kuch Iss Mein Josh-e-Ashiq-e-Husn-e-Qadeem HaiChota Sa Toor Tu, Ye Zara Sa Kaleem Hai
ranjish-e-hairat-sarishtāñ sīna-sāfī peshkashjauhar-e-ā.īna hai yaañ gard-e-maidān-e-nazā.a
Raaz-e-Hasti Ko Ti Samajhti HaiAur Ankhon Se Dekhta Hun Main!
Shama Tu Mehfil-e-Sadaqat KiHusn Ki Bazm Ka Diya Hun Main
Husn Ho Kya Khudnuma Jab Koi Maeel Hi Na HoShama Ko Jalne Se Kya Matlab Jo Mehfil Hi Na Ho
Har Shay Ko Teri Jalwagari Se Sabat HaiTera Ye Souz-o-Saaz Sarapa Hayat Hai