dekho mujhe jo dīda-e-ibrat-nigāh homerī suno jo gosh-e-nasīhat-ne.osh hai
Manzar-e-Chamnistan Ke Zaiba Hun Ke Na-ZaibaMehroom-e-Amal Nargis Majboor-e-Tamasha Hai
sāqī-ba-jalva dushman-e-īmān-o-āgahīmutrib ba-naġhma rahzan-e-tamkīn-o-hosh hai
Gurrah-e-Shawwal! Ae Noor-e-Nigah-e-RozadarAa Ke The Tere Liye Muslim Sarapa Intizar
luft-e-ḳhiram-e-sāqī o zauq-e-sadā-e-changye jannat-e-nigāh vo firdaus-e-gosh hai
Sargazasht-e-Millat-e-Baiza Ka Tu Aaeena HaiAe Mah-e-Nau! Hum Ko Tujh Se Ulfat-e-Dairina Hai
Teri Qismat Mein Hum Aghoshi Ussu Raayat Ki HaiHusn-e-Roz Afzoon Se Tere Aabru Millat Ki Hai
Barish-e-Sang-e-Hawadis Ka Tamashayi Bhi HoUmmat-e-Marhoom Ki Aaeena Deewari Bhi Dekh
Soorat-e-Aaeena Sub Kuch Dekh Aur Khamosh RehSourish-e-Amroz Mein Mehw-e-Surood-e-Dosh Reh
Mee Tapad Sad Jalwa-e-Dar Jaan-e-Amal Far Sood-e-MannBar Namee Khaizd Azeen Mehfil Dil-e-Diwana Ae
Aur Hai Tera Shua’ar, Aaeene-e-Millat Aur HaiZisht Ruyi Se Teri Aaeena Hai Ruswa Tera
Ashkara Hain Meri Ankhon Pe Asrar-e-HayatKeh Nahi Sakte Mujhe Naumeed-e-Paikaar-e-Hayat
Naaz Hai Taaqat-e-Guftaar Pe Insanon KoBaat Karne Ka Saliqa Nahin Nadanon Ko!
Shukr Shikwe Ko Kiya Husn-e-Ada Se Tu NeHum Sukhan Kar Diya Bandon Ko Khuda Se Tu Ne
Woh Bhi Din The Ke Yehi Maya-e-Raanai ThaNazish-e-Mousam-e-Gul Lala-e-Sahrai Tha!
Ghar Mein Parvaiz Ke Shireen To Huwi Jalwa NumaLe Ke Ayi Hai Taisha-e-Farhad Bhi Sath