Noor-e-Masjood-e-Malak Garam Tamasha Hi RahaAur Tu Minnat Pazeer-e-Subah-e-Farda Hi Raha
Tere Ehsan Ka Naseem-e-Sbahko Iqrar ThaBagh Tere Dam Se Goya Table-e-Attar Tha
Charakh Ne Bali Chura Li Hai Uroos-e-Shaam KiNeel Ke Pani Mein Ya Machli Hai Seem-e-Khaam Ki
Subah Khursheed-e-Durakhsan Ko Jo Dekha Main NeBazm-e-Maamoora-e-Hasti Se Ye Pucha Main Ne
Mehr Ne Noor Ka Ziawar Tujhe Pehnaya HaiTeri Mehfil Ko Issi Shama Ne Chamkaya Hai
Kya Bhali Lagti Hai Ankhon Ki Shafaq Ki LaaliMai-e-Gulrang Khum-e-Shaam Mein Tu Ne Dali
Subah Ek Geet Sarapa Hai Teri Sitwat KaZair-e-Khursheed Nishan Tak Bhi Nahin Zulmat Ka
Ujala Jab Huwa Rukhsat Jabeen-e-Shab Ki Afshan KaNaseem-e-Zindagi Pegham Layi Subah-e-Khandan Ka
Tilism-e-Zulmat-e-Shab Surah Wan-Noor Se ToraAndhere Mein Uraya Taj-e-Zar Shama-e-Shabistan Ka
Kahin Mehr Ko Taj-e-Zar Mil Raha ThaAtta Chand Ko Chandani Ho Rahi Thi