Khulte Nahin Iss Qulzam-e-Khamosh Ke AsrarJab Tak Tu Iss Zarb-e-Kaleemi Se Na Cheere
kaav kāv-e-saḳht-jānī hā.e-tanhā.ī na pūchhsub.h karnā shaam kā laanā hai jū-e-shīr kā
Hain Garcha Bulandi Mein Amaraat Falak BousHar Sheher Haqiqat Mein Hai Weerana’ay Abad
gadā samajh ke vo chup thā mirī jo shāmat aa.īuThā aur uTh ke qadam maiñ ne pāsbāñ ke liye
keh rahi hai meri khamoshi hi afsana merakunj e khalwat khana e qudrat hai kashana mera
koī vīrānī sī vīrānī haidasht ko dekh ke ghar yaad aayā
so zubanon par bhi khamoshi tuhje manzoor hairaaz woh kya hai tere sine mein jo mastoor hai
zabān-e-ahl-e-zabāñ meñ hai marg-e-ḳhāmoshīye baat bazm meñ raushan huī zabānī-e-sham.a
Ae Jahan Abad! Ae Gehwara-e-Ilam-o-HunarHain Sarapa Nala-e-Khamosh Tere Baam-o-Der
ugā hai ghar meñ har sū sabza vīrānī tamāshā karmadār ab khodne par ghaas ke hai mere darbāñ kā
Kabhi Sehra, Kabhi Gulzar Hai Maskan MeraSheher O Wirana Mera, Beher Mera, Ban Mera
ba-tūfāñ-gāh-e-josh-e-iztirāb-e-shām-e-tanhā.īshuā-e-āftāb-e-sub.h-e-mahshar tār-e-bistar hai
Door Se Didah E Umeed Ko Tersata Hun MeinKisi Basti Se Jo Khamosh Guzar Jata Hun
Tehni Pe Kisi Shajar Ki TanhaBulbul Tha Koi Udas Baitha
Woh Chup Chap Thay Agay Peche RawanKhuda Jane Jana Tha Un Ko Kahan
Ye Keh Ker Vo Kuch Dair Tak Chup RahaDiya Phir Dikha Ker Ye Kehne Laga