nashāt-e-dāġh-e-ġham-e-ishq kī bahār na pūchhshaguftagī hai shahīd-e-gul-e-ḳhizānī-e-sham.a
Hai Tere Noor Se Wabasta Meri Bood-o-NaboodBaghban Hai Teri Hasti Bay-e-Gulzar-e-Wujood
jalva zār-e-ātish-e-dozaḳh hamārā dil sahīfitna-e-shor-e-qayāmat kis ke āb-o-gil meñ hai
Jagaya Bulbul-e-Rangeen Nawa Ko Ashiyane MeinKinare Khait Ke Shana Hilaya Uss Ne Dehqan Ka
sab kahāñ kuchh lāla-o-gul meñ numāyāñ ho ga.iiñḳhaak meñ kyā sūrateñ hoñgī ki pinhāñ ho ga.iiñ
Pukari Iss Tarah Deewar-e-Gulshan Par Khare Ho KarChatak O Ghuncha-e-Gul! Tu Moazzan Hai Gulistan Ka
maiñ chaman meñ kyā gayā goyā dabistāñ khul gayābulbuleñ sun kar mire naale ġhazal-ḳhvāñ ho ga.iiñ
Suhani Namood-e-Jahan Ki Ghari ThiTabassum Fishan Zindagi Ki Kali Thi
satā.ish-gar hai zāhid is qadar jis bāġh-e-rizvāñ kāvo ik guldasta hai ham be-ḳhudoñ ke tāq-e-nisyāñ kā
Kahin Shakh-e-Hasti Ko Lagte The PatteKahin Zindagi Ki Kali Phootti Thi
jalva-e-gul ne kiyā thā vaañ charāġhāñ aabjūyaañ ravāñ mizhgān-e-chashm-e-tar se ḳhūn-e-nāb thā
Farishte Sikhate The Shabnam Ko RonaHansi Gul Ko Pehle Pehal Aa Rahi Thi
yaañ nafas kartā thā raushan sham-e-bazm-e-be-ḳhudījalva-e-gul vaañ bisāt-e-sohbat-e-ahbāb thā
Pabandi-e-Ahkam-e-Shariat Mein Hai Kaisa?Go Shair Mein Hai Rashak-e-Kaleem-e-Hamdani
Muddaton Dhoonda Kiya Nazara-Egul, Khar MeinAh, Woh Yousaf Na Hath Aya Tere Bazaar Mein