Dra Sakeen Na Kalisa Ki Mujh Ko TalwarainSikhaya Masla-e-Gardish-e-Zameen Main Ne
chaman meñ kis ke ye barham hui hai bazm-e-tamāshāki barg barg-e-saman shīsha reza-e-halabī hai
Sare Jahan Se Acha Hindustan HumaraHum Bulbulain Hain Iss Ki, Ye Gulistan Humara
ug rahā hai dar-o-dīvār se sabza 'ġhālib'ham bayābāñ meñ haiñ aur ghar meñ bahār aa.ī hai
Godi Mein Khailti Hain Iss Ki Hazaron NadiyanGulshan Hai Jin Ke Dam Se Rashak-e-Jinaan Humara
'asad' ḳhushī se mire haath paañv phuul ga.ekahā jo us ne zarā mere paañv daab to de
Jugnoo Ki Roshni Hai Kashana-e-Chaman MeinYa Shama Jal Rahi Hai Phoolon Ki Anjuman Mein
hoñ ḳhamoshī-e-chaman hasrat-e-dīdār 'asad'mizha hai shāna-kash-e-turra-e-guftār hunūz
Rangeen Nawa Banaya Murghan-e-Bezuban KoGul Ko Zuban De Kar Taleem-e-Khamashi Di
yak-zarra-e-zamīñ nahīñ be-kār baaġh kāyaañ jaada bhī fatīla hai laale ke daaġh kā
Saya Diya Shajar Ko, Parwaz Di Hawa KoPani Ko Di Rawani, Moujon Ko Be-Kali Di
bulbul ke kārobār pe haiñ ḳhanda-hā-e-gulkahte haiñ jis ko ishq ḳhalal hai dimāġh kā
Andaz-e-Guftugoo Ne Dhoke Diye Hain WarnaNaghma Hai Bu-e-Bulbul, Boo Phool Ki Chehak Hai
bāġh-e-shagufta terā bisāt-e-nashāt-e-dilabr-e-bahār ḳhum-kada kis ke dimāġh kaa?
Kasrat Mein Ho Gya Hai Wahdat Ka Raaz MakhfiJugnoo Mein Jo Chamak Hai, Woh Phool Mein Mehak Hai
josh-e-bahār-e-kulfat-e-nazzāra hai 'asad'hai abr pamba rauzan-e-dīvāar-e-bāġh kā
Hai Ye Anjaam Agar Zeenat-e-Alam Ho KarKyun Na Gir Jaun Kisi Phool Pe Shabnam Ho Kar!
vafā muqābil-o-dāvā-e-ishq be-buniyādjunūn-e-sāḳhta o fasl-e-gul qayāmat hai
Chishti (R.A.) Ne Jis Zameen Mein Pegham-e-Haq SunayaNanak Ne Jis Chaman Mein Wahdat Ka Geet Gaya
mujh ko arzānī rahe tujh ko mubārak hojiyonāla-e-bulbul kā dard aur ḳhanda-e-gul kā namak
Mera Watan Wohi Hai, Mera Watan Wohi HaiBande Kaleem Jis Ke, Parbat Jahan Ke Seena
yā shab ko dekhte the ki har gosha-e-bisātdāmān-e-bāġhbān o kaf-e-gul-farosh hai
Aaj Lekin Hum-Nawa! Sara Chaman Matam Mein HaiShama-e-Roshan Bujh Gyi, Bazm-e-Sukhan Matam Mein Hai
Bulbul-e-Dilli Ne Bandha Iss Chaman Mein AshiyanHum Nawa Hain Sub Anadil Bagh-e-Hasti Ke Jahan
Ab Saba Se Kon Puche Ga Sukoot-e-Gul Ka RaazKon Samjhe Ga Chaman Mein Nala-e-Bulbul Ka Raaz