husn kī be-niyāziyoñ pe na jābe-ishāre bhī kuchh ishāre haiñ
abrū se hai kyā us nigah-e-nāz ko paivandhai tiir muqarrar magar is kī hai kamāñ aur
Khol Ankh, Zameen Dekh, Falak Dekh, Faza DekhMashriq Se Ubharte Huwe Suraj Ko Zara Dekh
terī sūrat kā jo ā.īna use paatā huuñ maiñapne dil par aap kyā kyā naaz farmātā huuñ maiñ
satvat se tere jalva-e-husn-e-ġhuyūr kīḳhuuñ hai mirī nigāh meñ rañg-e-adā-e-gul
Theen Paish-e-Nazar Kal To Farishton Ki AdaenAaeena-e-Ayyam Mein Aaj Apni Ada Dekh!
husn ko kyā dushmanī hai ishq ko kyā bair haiapne hī qadmoñ kī ḳhud hī Thokareñ khātā huuñ maiñ
tere hī jalve kā hai ye dhokā ki aaj takbe-iḳhtiyār dauḌe hai gul dar-qafā-e-gul
Samjhe Ga Zamana Teri Ankhon Ke IshareDekhain Ge Tujhe Door Se Gardoon Ke Sitare
tā-kujā ye parda-dārī-ha-e-ishq-o-lāf-e-husnhaañ sambhal jaa.eñ do-ālam hosh meñ aatā huuñ maiñ
mizhgāñ talak rasā.ī-e-laḳht-e-jigar kahāñai vaa.e gar nigāh na ho āshnā-e-gul
Hai Nigah-e-Khawaran Mashoor-e-GharbHoor-e-Jannat Se Hai Khaushtar Hoor-e-Gharb
sehn-e-chaman ko apnī bahāroñ pe naaz thāvo aa ga.e to saarī bahāroñ pe chhā ga.e
juz dil surāġh-e-dard ba-dil-ḳhuftagāñ na pūchhā.īna arz kar ḳhat-o-ḳhāl-e-bayāñ na pūchh
Kehne Laga Mareekh, Ada Feham Hai TaqdeerHai Nind Hi Iss Chotte Se Fitne Ko Sazawar