qayāmat kyā ye ai husn-e-do-ālam hotī jaatī haiki mahfil to vahī hai dil-kashī kam hotī jaatī hai
'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñ
Mera Faqr Behtar Hai Iskandari SeYe Adam Gari Hai, Woh Aaeena Sazi
vo ham haiñ ahl-e-mohabbat ki jaan se dil sebahut buḳhār uThe aañkh shabnamī na huī
ibrat se pūchh dard-e-pareshānī-e-nigāhye gard-e-vahm juz basar-e-imtihāñ nahīñ
Afsos, Sad Afsos Ke Shaheen Na Bana TuDekhe Na Teri Ankh Ne Fitrat Ke Isharat
ham apnī rindī-o-tā.at pe ḳhaak naaz kareñqubūl-e-hazrat-e-sultāñ huī huī na huī
dhaul-dhappā us sarāpā-nāz kā sheva nahīñham hī kar baiThe the 'ġhālib' pesh-dastī ek din
Khayabanion Se Hai Parhaiz LazimAdaen Hain In Ki Bohat Dilbarana
tirī nigāh-e-karam ko bhī aazmā dekhāaziyyatoñ meñ na honī thī kuchh kamī na huī
na sho.ale meñ ye karishma na barq meñ ye adākoī batāo ki vo shoḳh-e-tund-ḳhū kyā hai
Tu Rizq Apna Dhoondti Hai Khak-e-Rah MeinMain Na Sipihr Ko Nahin Lata Nigah Mein!
kisī kī mast-nigāhī ne haath thaam liyāsharīk-e-hāl jahāñ merī be-ḳhudī na huī
ragoñ meñ dauḌte phirne ke ham nahīñ qaa.iljab aañkh hī se na Tapkā to phir lahū kyā hai
Kya Bataun Kya Hai Kafir Ki Nigah-e-Parda SouzMashriq-o-Maghrib Ki Qaumon Ke Liye Roz-e-Hisab