mah aḳhtar fashāñ kī bahr istiqbāl āñkhoñ setamāshā kishvar ā.īna meñ ā.īna band aayā
Ye Silsila Zaman-o-Makan Ka, Kumand HaiTauq-e-Gulooye Husn-e-Tamasha Pasand Hai
taġhāful bad-gumānī balki merī saḳht jaanī senigāh be hijāb naaz ko biim gazand aayā
Manzil Ka Ishtiaq Hai, Gum Karda Rah HunAe Shama! Main Aseer-e-Faraib-e-Nigah Hun
adam hai ḳhair ḳhvāh jalva ko zindān betābiḳhirām naaz barq ḳhirman sa.ī sipand aayā
Main Husn Ke Ishq-e-Sarapa Gudaz HunKhulta Nahin Ke Naaz Hun Main Ya Niaz Hun
jis bazm meñ tū naaz se guftār meñ aavejaañ kālbad-e-sūrat-e-dīvār meñ aave
Ho Hath Ka Sarhana, Sabze Ka Ho BichonaSharmaye Jis Se Jalwat, Khalwat Mein Woh Ada Hi
tab nāz-e-girāñ mā.igi-e-ashk bajā haijab laḳht-e-jigar dīda-e-ḳhūñ-bār meñ aave
Pani Ko Chu Rahi Rahi Ho Jhuk Jhuk Ke Gul Ki TehniJaise Haseen Koi Aaeena Dekhta Ho
us chashm-e-fusūñ-gar kā agar paa.e ishāratuutī kī tarah ā.īna guftār meñ aave
Ho Dar-e-Gosh-e-Uroos-e-Subah Woh Gohar Hai TuJis Pe Seemaye Ufaq Nazaan Ho Woh Zaiwar Hai Tu