nazar meñ hai hamārī jāda-e-rāh-e-fanā 'ġhālib'ki ye shīrāza hai aalam ke ajzā-e-pareshāñ kā
Khusoomat (Dushmani) Thi Sultani-o-Rahbi MeinKe Woh Sarbulandi Hai, Ye Sar-Bazairi
ishq kī raah meñ hai charḳh-e-makaukab kī vo chaalsust-rau jaise koī ābla-pā hotā hai
Bhatka Huwa Raahi Main, Bhatka Huwa Raahi TuManzil Hai Kahan Teri Ae Lala-e-Sehrayi!
tum jaano tum ko ġhair se jo rasm-o-rāh homujh ko bhī pūchhte raho to kyā gunāh ho
Dil-E-Toor-E-Seena-O-Faran Do NeemTajalli Ka Phir Muntazir Hai Kaleem
ye na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotāagar aur jiite rahte yahī intizār hotā
Har Aik Se Ashna Hun, Lekin Juda Juda Rasme-o-Rah MeriKisi Ka Raakab, Kisi Ka Markab, Kisi Ko Ibrat Ka Taziyana
Shafaq Nahin Maghrabi Ufaq Par, Ye Jooye Khoon Hai, Ye Jooye Khoon Hai!Tulu-e-Farda Ka Muntazir Reh Ke Dosh-o-Amroz Hai Fasana
Qalb Pehlu Mee Zind Ba Zar BashabIntizar-e-Roz Mee Darad Zahab
“Jata Hun Thori Door Har Ek Rahroo Ke SathPehchanta Nahin Hun Abhi Rahbar Ko Main”
Naghma-e-Haye Shuaq Se Teri Faza Maamoor HaiZakhmawar Ka Muntazir Tha Teri Fitrat Ka Rubab
Behisht Rah Mein Dekha To Ho Gya BetaabAjab Maqam Hai, Ji Chahta Hai Jaun Baras
Sada Behisht Se Ayi Ke Muntazir Hai TeraHarat-o-Kabil-o-Ghazni Ka Sabza-e-Naurasta
Bayaban Ki Khalwat Khush Ati Hai Mujh KoAzal Se Hai Fitrat Meri Rahbana
Haroon Ne Kaha Waqt-e-Raheel Apne Pisar SeJaye Ga Kabhi Tu Bhi Issi Rah Guzar Se
Tu Rizq Apna Dhoondti Hai Khak-e-Rah MeinMain Na Sipihr Ko Nahin Lata Nigah Mein!