Mila Mohabbat Ka Souz Mujh Ko To Bole Subah-e-Azal FarishteMisal-e-Shama-e-Mazar Hai Tu, Teri Koi Anjuman Nahin Hai
Chamak Teri Ayan Bijli Mein, Atish Mein, Sharare MeinJhalak Teri Haweda Chand Mein, Suraj Mein, Tare Mein
Jo Hai Baidar Insan Mein Woh Gehri Neend Sota HaiShajar Mein, Phool Mein, Haiwan Mein, Pathar Mein, Sitare Mein
Mein Zulmat-e-Shab Mein Le Ke Niklun Ga Apne Darmandah Karwan KoSharar Fishan Ho Gi Aah Meri, Nafas Mera Shaola Bar Ho Ga
Hai Zameen-E-Qurtuba Bhi Didah-E-Muslim Ka NoorZulmat-E-Maghrib Mein Jo Roshan Thi Misl-E-Shama-E-Toor
Hai Agar Qoumiat-E-Islam Paband-E-MaqamHind Hi Bunyaad Hai Iss Ki, Na Faris Hai, Na Shaam
Jab Talak Baqi Hai Tu Dunya Mein, Baqi Hum Bhi HainSubah Hai Tou Iss Chaman Mein Gohar-E-Shabnam Bhi Hain
Qamar Ka Khof Ke Hai Khatra-e-Sehar Tujh KoMaal-e-Husn Ki Kya Mil Gyi Khabar Tujh Ko?
Ghazab Hai Phir Teri Nanhi Si Jaan Derti Hai!Tamam Raat Teri Kanpte Guzerti Hai
Aye Jo Qiran Mein Do SitareKehne Laga Aik, Dusre Se
Chandni Pheeki Hai Iss Nazara-e-Khamosh MeinSubah-e-Sadiq So Rahi Hai Raat Ki Aghosh Mein
Sourish-e-Bazm-e-Tarab Kya, Uood Ki Taqdeer KyaDard Mandan-e-Jahan Ka Nala-e-Shabgeer Kya
Ho Rahi Hai Zair-e-Daman-e-Ufaq Se AashkarSubah Yani Dukhtar-e-Doshiza-e-Lail-o-Nahar
Aasman Ne Amad-e-Khursheed Ki Pa Kar KhabarMehmil-e-Parwaz-e-Shab Bandha Sar-e-Dosh-e-Ghubar