rañg ne gul se dam-e-arz-e-pareshānī-e-bazmbarg-e-gul reza-e-mīnā kī nishānī māñge
Ye Imtiaz-e-Riffat-o-Pasti Issi Se HaiGul Mein Mehak, Sharab Mein Masti Issi Se Hai
shoḳhī-e-nairañg said-e-vahshat-e-tā.ūs haidām-e-sabza meñ hai parvāz-e-chaman tasḳhīr kā
Bustan-o-Bulbul-o-Gul-o-Bu Hai Ye AghiAsal-e-Kashakash-e-Man-o-Tu Hai Ye Aghi
vahī ik baat hai jo yaañ nafas vaañ nik.hat-e-gul haichaman kā jalva baa.is hai mirī rañgīñ-navā.ī kā
Ye Hukm Tha Ke Gulshan-e-‘KUN’ Ki Bahar DekhAik Ankh Le Ke Khawab-e-Pareshan Hazar Dekh
pūchh mat vaj.h-e-siyah-mastī-e-arbāb-e-chamansāya-e-tāk meñ hotī hai havā mauj-e-sharāb
Qaidi Hun Aur Qafas Ko Chaman Janta Hun MainGhurbat Ke Ghamkade Ko Watan Janta Hun Main
chaar mauj uThtī hai tūfān-e-tarab se har sūmauj-e-gul mauj-e-shafaq mauj-e-sabā mauj-e-sharāb
Gul Ki Kali Chatak Kar Paigham De Kisi KaSaghir Zara Sa Goya Mujh Ko Jahan Numa Ho
mauja-e-gul se charāġhāñ hai guzar-gāh-e-ḳhayālhai tasavvur meñ zi-bas jalva-numā mauj-e-sharāb
Manoos Iss Qadar Soorat Se Meri BulbulNanhe Se Dil Mein Uss Ke Khatka Na Kuch Mera Ho
sharh-e-hañgāma-e-hastī hai zahe mausam-e-gulrah-bar-e-qatrā-ba-dariyā hai ḳhoshā mauj-e-sharāb
Pani Ko Chu Rahi Rahi Ho Jhuk Jhuk Ke Gul Ki TehniJaise Haseen Koi Aaeena Dekhta Ho