us se baḌh kar dost koī dūsrā hotā nahīñsab judā ho jaa.eñ lekin ġham judā hotā nahīñ
uThāyā ishq meñ kyā kyā na dard-e-sar maiñ nehusūl par mujhe us dard-e-sar se kuchh na huā
kuchh dekh rahe haiñ dil-e-bismil kā taḌapnākuchh ġhaur se qātil kā hunar dekh rahe haiñ
vahī sūrateñ rah ga.iiñ pesh-e-nazar jo zamāne ko phereñ idhar se udharmagar aise jamāl-e-jahāñ-ārā jo the raunaq-e-rū-e-zamīñ na rahe
mujhe bahr-e-ġham se ubuur kī nahīñ fikr ai mire chāra-garnahīñ koī chāra-kār ab mire sar se aab guzar gayā
jaatī hai koī kashmakash andoh-e-ishq kīdil bhī agar gayā to vahī dil kā dard thā
ye bhī hai adā koī ḳhurshīd namat pyāremuñh sub.h dikhā jaanā phir shaam chhupā jaanā
Talash Uss Ki Fazaon Mein Kar Naseeb ApnaJahan-e-Taza Meri Aah-e-Subahgah Mein Hai
kaun ye nāseh ko samjhā.e ba-tarz-e-dil-nashīñishq sādiq ho to ġham bhī be-mazā hotā nahīñ
shab-e-visāl meñ bhī merī jaan ko ārāmazīzo dard-e-judā.ī ke Dar se kuchh na huā
ab tak to jo qismat ne dikhāyā vahī dekhāā.inda ho kyā nafā o zarar dekh rahe haiñ
ġham o rañj meñ 'akbar' agar hai ghirā to samajh le ki rañj ko bhī hai fanākisī shai ko nahīñ hai jahāñ meñ baqā vo ziyāda malūl o hazīñ na rahe
shab ko kisī ke ḳhvāb meñ aayā na ho kahīñdukhte haiñ aaj us but-e-nāzuk-badan ke paañv
us sham.a kī majlis meñ jaanā hameñ phir vaañ seik zaḳhm-e-zabāñ taaza har roz uThā jaanā
Iss Khak Ko Allah Ne Bakhse Hain Woh AnsuKarti Hai Chamak Jin Ki Sitaron Ko Arq-Naak
dard se māmūr hotī jā rahī hai kā.enātik dil-e-insāñ magar dard-āshnā hotā nahīñ
khīñch ab naala koī aisā ki ho us ko asartū ne ai dil āh-e-pur-tāsīr phir khīñchī to kyā
kyuuñ kufr hai dīdār-e-sanam hazrat-e-vā.izallāh dikhātā hai bashar dekh rahe haiñ
dil-e-nādāñ tujhe huā kyā haiāḳhir is dard kī davā kyā hai
ik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raahjoñ zaḳhm terī duurī meñ nāsūr ho gayā
Khareed Sakte Hain Dunya Mein Ishrat-e-ParwaizKhuda Ki Dayn Hai Sarmaya-e-Gham-e-Farhad
mere arz-e-ġham pe vo kahnā kisī kā haa.e haa.eshikva-e-ġham sheva-e-ahl-e-vafā hotā nahīñ
is qadar ronā nahīñ behtar bas ab ashkoñ ko rokvarna tūfāñ dekh ai chashm-e-pur-āb aa jā.egā
paḌh paḌh ke vo dam karte haiñ kuchh haath par apnehañs hañs ke mire zaḳhm-e-jigar dekh rahe haiñ
dil hī to hai na sañg-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñro.eñge ham hazār baar koī hameñ satā.e kyuuñ
is māh-e-chārdah kā chhape ishq kyūñke aahab to tamām shahr meñ mash.hūr ho gayā
Sikhlayi Farishton Ko Adam Ki Tarap Iss NeAdam Ko Sikhata Hai Adaab-e-Khudawandi!