nigah-e-yār ḳhud taḌap uThtīshart-e-avval ḳharāb honā thā
dekh kar dast-e-sitam meñ terī teġh-e-ābdārmere har zaḳhm-e-jigar ke muñh meñ aab aa jā.egā
kis ḳhushī kī ḳhabar sunā ke mujheġham kā putlā banā diyā tū ne
qaid-e-hayāt o band-e-ġham asl meñ donoñ ek haiñmaut se pahle aadmī ġham se najāt paa.e kyuuñ
dekhā jo maiñ ne yaar to vo 'mīr' hī nahīñtere ġham-e-firāq meñ ranjūr ho gayā
Main Ne Paya Hai Usse Ashk-e-Sehargahi MeinJis Dur-e-Naab Se Khali Hai Sadaf Ki Aagosh
jehl-e-ḳhirad ne din ye dikhā.eghaT ga.e insāñ baḌh ga.e saa.e
apnī chashm-e-mast kī gardish na ai saaqī dikhādekh chakkar meñ abhī jām-e-sharāb aa jā.egā
thā mirā muñh na qābil-e-labbaikka.aba mujh ko dikhā diyā tū ne
hai tarahhum-āfrīñ ārā.ish-e-be-dād yaañashk-e-chashm-e-dām hai har dāna-e-sayyād yaañ
āh-e-sahar ne sozish-e-dil ko miTā diyāus baav ne hameñ to diyā sā bujhā diyā
Lazzat-e-Naghma Kahan Murg-e-Khush Alhan Ke LiyeAah, Iss Bagh Mein Karta Hai Nafas Kotahi
haa.e vo kyūñkar dil bahlā.eġham bhī jis ko raas na aa.e
kyuuñ na vahshat meñ chubhe har mū ba-shakl-e-nīsh-tezḳhār-e-ġham kī tere dīvāne kī kāvish aur hai
hameñ chashm-e-bīnā dikhātī hai sab kuchhvo andhe haiñ jo jām-e-jam dekhte haiñ
maiñ adam se bhī pare huuñ varna ġhāfil bār-hāmerī āh-e-ātishīñ se bāl-e-anqā jal gayā
us mauj-ḳhez dahr meñ ham ko qazā ne aahpaanī ke bulbule kī tarah se miTā diyā
Tarap Raha Hai Falatoon Miyan-e-Ghaib-o-HuzoorAzal Se Ahl-e-Khirad Ka Maqam Hai Aaraaf
sitam ishq meñ aap āsāñ na samjheñtaḌap jā.iyegā jo taḌpā.iyegā
TukḌe nahīñ haiñ āñsuoñ meñ dil ke chaar pāñchsurḳhāb baiThe paanī meñ haiñ mil ke chaar pāñch
unheñ kyuuñ na ho dilrubā.ī se nafratki har dil meñ vo ġham alam dekhte haiñ
dil nahīñ tujh ko dikhātā varna dāġhoñ kī bahāris charāġhāñ kā karūñ kyā kār-farmā jal gayā
boī kabāb soḳhta aa.ī dimāġh meñshāyad jigar bhī ātish-e-ġham ne jilā diyā
Zulaam-E-Behar Mein Koh Kar Sanbhal JaTarap Ja, Paich Kha Kha Kar Badal Ja