hameñ bhī na ab chain aa.egā jab takin āñkhoñ meñ aañsū na bhar lā.iyegā
muñh khole haiñ ye zaḳhm jo bismil ke chaar pāñchphir leñge bose ḳhanjar-e-qātil ke chaar pāñch
maut mujh ko dikhā.ī detī haijab tabī.at ko dekhtā huuñ maiñ
shaq ho gayā hai siina ḳhushā lazzat-e-farāġhtaklīf-e-parda-dāri-e-zaḳhm-e-jigar ga.ī
taklīf dard-e-dil kī abas ham-nashīñ ne kīdard-e-suḳhan ne mere sabhoñ ko rulā diyā
Jawanon Ko Meri Aah-e-Sehar DePhir In Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
kaam āḳhir jazba-e-be-iḳhtiyār aa hī gayādil kuchh is sūrat se taḌpā un ko pyaar aa hī gayā
dariyā meñ gir paḌā jo mirā ashk ek garmbut-ḳhāne lab pe ho ga.e sāhil ke chaar pāñch
har musībat hai be-mazā shab-e-ġhamaafat aafat ko dekhtā huuñ maiñ
kyā sham.a ke nahīñ haiñ havā-ḳhvāh bazm meñho ġham hī jāñ-gudāz to ġham-ḳhvār kyā kareñ
un ne to teġh khīñchī thī par jī chalā ke 'mīr'ham ne bhī ek dam meñ tamāshā dikhā diyā
Khudai Ehtamam-e-Khushk-o-Tar HaiKhudawand! Khudai Dard-e-Sar Hai
haañ sazā de ai ḳhudā-e-ishq ai taufīq-e-ġhamphir zabān-e-be-adab par zikr yaar aa hī gayā
ranj o taab musībat o ġham yaas o dard o daaġhaah o fuġhāñ rafīq haiñ ye dil ke chaar pāñch
dikhā rahī hai tamāshā falak kī nairañgīnayā hai sho.abada har baar dekhte jaao
dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyāzaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā
thā jī meñ us se miliye to kyā kyā na kahiye 'mīr'par kuchh kahā gayā na ġham-e-dil hayā se aaj
Walekin Bandagi, Astagfirullah!Ye Dard-e-Sar Nahin, Dard-e-Jigar Hai
dard ne karvaT hī badlī thī ki dil kī aaḌ sedaf.atan parda uThā aur parda-dār aa hī gayā
nāḳhun kareñ haiñ zaḳhmoñ ko do do milā ke ekthe aaTh das so ho ga.e ab chhil ke chaar pāñch
rahā na dil meñ vo bedard aur dard rahāmuqīm kaun huā hai maqām kis kā thā
hai ab is māmūre meñ qaht-e-ġham-e-ulfat 'asad'ham ne ye maanā ki dillī meñ raheñ khāveñge kyā
chāragarī bīmāri-e-dil kī rasm-e-shahr-e-husn nahīñvarna dilbar-e-nādāñ bhī is dard kā chāra jaane hai
Tera Tan Rooh Se Na-Ashna HaiAjab Kya! Aah Teri Na-Rasa Hai