tasvīr ke do ruḳh haiñ jaañ aur ġham-e-jānāñik naqsh chhupānā hai ik naqsh dikhānā hai
lage yuuñ to hazāroñ hī tīr-e-sitam ki taḌapte rahe paḌe ḳhaak pe hamvale naaz o karishma kī teġh-e-do-dam lagī aisī ki tasma lagā na rahā
dard dil kā na kahiye yā kahiyejab vo pūchhe mizāj kyā kahiye
saañs lete hue bhī Dartā huuñye na samjheñ ki aah kartā huuñ
ye āh-e-be-asar kyā ho ye naḳhl-e-be-samar kyā hona ho jab dard hī yārab to dil kyā ho jigar kyā ho
kyuuñ mirī ġham-ḳhvārgī kā tujh ko aayā thā ḳhayāldushmanī apnī thī merī dost-dārī haa.e haa.e
maġhrūr bahut the ham aañsū kī sarāyat parso sub.h ke hone ko tāsīr nazar aa.ī
Hai Garan Sair Gham-e-Rahla-o-Zaad Se TuKoh-o-Darya Se Guzar Sakte Hain Manind-e-Naseem
ashkoñ ke tabassum meñ aahoñ ke tarannum meñma.asūm mohabbat kā ma.asūm fasānā hai
balā se girya-e-shab tū hī kuchh asar kartāagarche ishq meñ āh-e-sahar se kuchh na huā
dil meñ rakhne kī baat hai ġham-e-ishqis ko hargiz na barmalā kahiye
likhā huā hai jo ronā mire muqaddar meñḳhayāl tak nahīñ jaatā kabhī hañsī kī taraf
lagā kar zaḳhm meñ Tāñke qazā terī na aa jaa.ejo vo saffāk sun paa.e batā ai chāra-gar kyā ho
haath hī teġh-āzmā kā kaam se jaatā rahādil pe ik lagne na paayā zaḳhm-e-kārī haa.e haa.e
aur tadbīr ko nahīñ kuchh daḳhlishq ke dard kī davā hai ishq
Aah Ke Khoya Gya Tujh Se Faqeeri Ka RaazWarna Hai Maal-e-Faqeer Saltanat-e-Rome-o-Sham
aañsū to bahut se haiñ āñkhoñ meñ 'jigar' lekinbañdh jaa.e so motī hai rah jaa.e so daanā hai
rahīñ adū se vahī garm-joshiyāñ us kīis āh-e-sard aur is chashm-e-tar se kuchh na huā
kalejā mire muñh ko aa.egā ik dinyūñhī lab par āh-o-fuġhāñ aate aate
hameñ laakh zamāna lubhā.e to kyā na.e rañg jo charḳh dikhā.e to kyāye muhāl hai ahl-e-vafā ke liye ġham-e-millat o ulfat-e-dīñ na rahe
dil-e-nā-tavāñ ko takān ho mujhe us kī taab na thī zarāġham-e-intizār se bach gayā thā naved-e-vasl se mar gayā
mere ġham-ḳhāne kī qismat jab raqam hone lagīlikh diyā min-jumla-e-asbāb-e-vīrānī mujhe
kyā Dubāyā muhīt meñ ġham keham ne jaanā thā āshnā hai ishq
Ya Meri Aah Mein Koi Sharar-e-Zinda NahinYa Zara Nam Abhi Tere Khs-o-Khashak Mein Hai