hai vahshat-e-tabī.at-e-ījād yās-ḳhezye dard vo nahīñ ki na paidā kare koī
Qaidi Hun Aur Qafas Ko Chaman Janta Hun MainGhurbat Ke Ghamkade Ko Watan Janta Hun Main
vo shoḳh apne husn pe maġhrūr hai 'asad'dikhlā ke us ko aa.ina toḌā kare koī
Azad Fikr Se Hon, Uzlat Mein Din GuzaronDunya Ke Gham Ka Dil Se Kanta Nikl Gya Ho
jarāhat-tohfa almās-armuġhāñ dāġh-e-jigar hadiyamubārakbād 'asad' ġham-ḳhvār-e-jān-e-dardmand aayā
Bijli Chamak Ke Un Ko Kutiya Meri Dikha DeJab Asman Pe Har Soo Badal Ghira Huwa Ho
jaur se baaz aa.e par baaz aa.eñ kyākahte haiñ ham tujh ko muñh dikhlā.eñ kyā
Phoolon Ko Aye Jis Dam Shabnam Wazoo KarneRona Mera Wazoo Ho, Nala Meri Dua Ho
umr bhar dekhā kiyā marne kī raahmar ga.e par dekhiye dikhlā.eñ kyā
Har Dardmand Dil Ko Rona Mera Rula DeBehosh Jo Pare Hain, Shaid Inhain Jaga De
tab nāz-e-girāñ mā.igi-e-ashk bajā haijab laḳht-e-jigar dīda-e-ḳhūñ-bār meñ aave
Ankh Meri Aur Ke Gham Mein Sar Shak Abad HoImtiaz-e-Millat-o-Aaeen Se Dil Azad Ho