tū hazār uzr kare magar hameñ rashk hai aur hī kuchh 'jigar'tirī iztirāb-e-nigāh se tire ehtiyāt-e-kalām se
balā-e-jāñ hai 'ġhālib' us kī har baatibārat kyā ishārat kyā adā kyā
Digar Bamadrasa Haye Haram Namee BeenamDil-E-Junaid-O-Nigah-E-Ghazali-O-Razi
vo adā-e-dilbarī ho ki navā-e-āshiqānajo diloñ ko fat.h kar le vahī fāteh-e-zamāna
qaid meñ hai tire vahshī ko vahī zulf kī yaadhaañ kuchh ik ranj-e-girāñ-bāri-e-zanjīr bhī thā
Mujh Se Farmaya K Le, Aur Shehanshahi KarHusn-E-Tadbeer Se De Ani-O-Fani Ko Sibat
kabhī husn kī tabī.at na badal sakā zamānavahī nāz-e-be-niyāzī vahī shān-e-ḳhusravāna
bijlī ik kauñd ga.ī āñkhoñ ke aage to kyābaat karte ki maiñ lab-tishna-e-taqrīr bhī thā
aik jalwa tha kaleem e toor e sina ke liyetu tajali hai sarapa chasm e beena ke liye
maiñ huuñ us maqām par ab ki firāq o vasl kaisemirā ishq bhī kahānī tirā husn bhī fasāna
vo gul jis gulsitāñ meñ jalva-farmā.ī kare 'ġhālib'chaTaknā ġhuncha-e-gul kā sadā-e-ḳhanda-e-dil hai
laila e shab kholti hai aa ke jab zulf e rasadaman e dil khenchti hai aabsharon ke sada
tire dil ke TūTne par hai kisī ko naaz kyā kyātujhe ai 'jigar' mubārak ye shikast-e-fātehāna
huā hai māne-e-āshiq-navāzī nāz-e-ḳhud-bīnītakalluf-bar-taraf ā.īna-e-tam.īz haa.el hai
torh lena shakh se tujh ko mera aaeen nahinye nazar ghair az nagah e chasm e surat been nahin