ai shahanshāh-e-kavākib sipah-o-mehr-e-alamtere ikrām kā haq kis se adā hotā hai
Khawab Gah Shahon Ki Hai Ye Manzil-e-Hasrat FizaDida-e-Ibrat! Kharaaj-e-Ashak-e-Gulgoon Kar Ada
Kaifiat Aesi Hai Nakami Ki Iss Tasveer MeinJo Uter Sakti Nahin Aaeena-e-Tehreer Mein
sīmāb-pusht garmi-e-ā.īna de hai hamhairāñ kiye hue haiñ dil-e-be-qarār ke
Pa Chuka Fursat Durood-e-Fasl-e-Anjum Se SipihrKisht-e-Khawar Mein Huwa Hai Aftab Aaeena Kaar
na khīñch ai sa.ī-e-dast-e-nā-rasā zulf-e-tamannā kopareshāñ-tar hai mū-e-ḳhāma se tadbīr maanī kī
Na Tukhm-e-‘La Ilaha’ Teri Zameen-e-Shor Se PhootaZamane Bhar Mein Ruswa Hai Teri Fitrat Ki Nazayi
abhī aatī hai bū bālish se us kī zulf-e-mushkīñ kīhamārī diid ko ḳhvāb-e-zuleḳhā ār-e-bistar hai
Didah-e-Beena Mein Dagh-e-Gham Charagh-e-Seena HaiRooh Ko Saman-e-Zeenat Aah Ka Aeena Hai
husn-e-afsurda-dil-hā-rañgīñshauq ko pā-ba-hinā bāñdhte haiñ
Hadsat-e-Gham Se Hai Insan Ki Fitrat Ko KamalGhazah Hai Aaeena-e-Dil Ke Liye Gard-e-Malal
kis kā dil zulf se bhāgā ki 'asad'dast-e-shāna ba-qazā bāñdhte haiñ
Shaam Jis Ki Ashnaye Naala-e-‘Ya Rab’ NahinJalwa Pera Jis Ki Shab Mein Ashak Ke Kokab Nahin
ubhrā huā naqāb meñ hai un ke ek taarmartā huuñ maiñ ki ye na kisī kī nigāh ho
Kulfat-e-Gham Gharche Uss Ke Rouz-o-Shab Se Door HaiZindagi Ka Raaz Uss Ki Ankh Se Mastoor Hai
sunte haiñ jo bahisht kī tārīf sab durustlekin ḳhudā kare vo tirā jalva-gāh ho
Woh Mast-e-Naaz Jo Gulshan Mein Ja Niklti HaiKali Kali Ki Zuban Se Dua Niklti Hai
taufīq ba-andāza-e-himmat hai azal seāñkhoñ meñ hai vo qatra ki gauhar na huā thā
Mera Kanwal Le Tasadduq Hain Jis Pe Ahl-e-NazarMere Shabab Ke Gulshan Ko Naaz Hai Jis Par