Humcho Ne Az Neestan-e-Khud Hikayat Mee KunamBashno Ae Gul! Az Judai Ha Shikayat Mee Kunam
chhiḌke hai shabnam ā.īna-e-barg-e-gul par aabai andalīb vaqt-e-vadā-e-bahār hai
Ujala Jab Huwa Rukhsat Jabeen-e-Shab Ki Afshan KaNaseem-e-Zindagi Pegham Layi Subah-e-Khandan Ka
'asad' hai naza.a meñ chal bevafā barā-e-ḳhudāmaqām-e-tark-e-hijāb o vidā-e-tamkīñ hai
Mujh Ko Bhi Tammana Hai Ke ‘Iqbal’ Ko DekhunKi Iss Ki Juddai Mein Bohat Ashak Fishani
jab karam ruḳhsat-e-bebākī-o-gustāḳhī dekoī taqsīr ba-juz ḳhajlat-e-taqsīr nahīñ
Rukhsat Ae Bazm-e-Jahan! Sooye Watan Jata Hun MainAh! Iss Abad Weerane Mein Ghabrata Hun Main
tārāj-e-kāvish-e-ġham-e-hijrāñ huā 'asad'siina ki thā dafīna gohar-hā-e-rāz kā
Chor Kar Manind-e-Bu Tera Chaman Jata Hun MainRukhsat Ae Bazm-e-Jahan! Sooye Watan Jata Hun Main
hai ek tiir jis meñ donoñ chhide paḌe haiñvo din ga.e ki apnā dil se jigar judā thā
“Taaz Aghosh-e-Wadaash Dagh-e-Hairat Cheeda AstHumcho Shama-e-Kusta Dar Chasmam Nigah Khawabida Ast”
hai rañg-e-lāla-o-gul-o-nasrīñ judā judāhar rañg meñ bahār kā isbāt chāhiye
Zard., Rukhsat Ki Ghari, Aariz Gulgoon Ho JayeKashish-e-Husn Gham-e-Hijar Se Afzoon Ho Jaye
kab se huuñ kyā batā.ūñ jahān-e-ḳharāb meñshab-hā-e-hijr ko bhī rakhūñ gar hisāb meñ
Aa, Ghairiat Ke Parde Ek Baar Phir Utha DainBichron Ko Phir Mila Dain, Naqsh-e-Dooi Mita Dain