Khalq-e-Khuda Ki Ghaat Mein Rindon-o-Faqeeh-o-Meer-o-PeerTere Jahan Mein Hai Wohi Gardish-e-Subah-o-Sham Abhi
zindagī apnī jab is shakl se guzrī 'ġhālib'ham bhī kyā yaad kareñge ki ḳhudā rakhte the
Tere Ameer Maal Mast, Tere Faqeer Haal MastBanda Hai Koocha Gard Abhi, Khawaja Buland Baam Abhi
sāqī-ba-jalva dushman-e-īmān-o-āgahīmutrib ba-naġhma rahzan-e-tamkīn-o-hosh hai
Danish-e-Deen-o-Ilm-o-Fan Bandagi-e-Hawas TamamIshq-e-Garah Kushaye Ka Faiz Nahin Hai Aam Abhi
Allah Ka Sou Sukar Ke Parwana Nahin MainDaryooza Gar-e-Atish-e-Begana Nahin Main
Haya Nahin Hai Zamane Ki Ankh Mein BaqiKhuda Kare Ke Jawani Teri Rahe Be-Dagh
Nahin Fardous Maqam-e-Jadal-o-Qaal-o-AqwalBehas-o-Takrak Iss Allah Ke Bande Ki Sarisht
Hai Badamozi-e-Aqwam-o-Milal Kaam Iss KaAur Jannat Mein Na Masjid, Na Kalisa, Na Kunisht!
Dih Khudaya! Ye Zameen Teri Nahin, Teri NahinTere Aba Ki Nahin, Teri Nahin, Meri Nahin
Na Ho Naumeed, Naumeedi Zawal-e-Ilm-o-Irfan HaiUmeed-e-Mard-e-Momin Hai Khuda Ke Raazdanon Mein
Ghawwas-e-Mohabbat Ka Allah Nigheban HoHar Qatra-e-Darya Mein Darya Ki Hai Gehrayi