jin ko apnī ḳhabar nahīñ ab takvo mire dil kā raaz kyā jāneñ
zindagī hai naam johd o jañg kāmaut kyā hai bhuul jaanā chāhiye
na itnā burrish-e-teġh-e-jafā par naaz farmāomire dariyā-e-be-tābī meñ hai ik mauj-e-ḳhūñ vo bhī
Mere Khaak-o-Khoon Se Tu Ne Ye Jahan Kiya Hai PaidaSila-e-Shaheed Kya Hai, Tab-o-Taab-e-Javidana
hai majma-e-aġhyār ki hañgāma-e-mahsharkyā sair mire dīda-e-tar dekh rahe haiñ
mire dil meñ hai 'ġhālib' shauq-e-vasl o shikva-e-hijrāñḳhudā vo din kare jo us se maiñ ye bhī kahūñ vo bhī
Teri Banda Parwari Se Mere Din Guzar Rahe HainNa Gila Hai Doston Ka, Na Shikayat-e-Zamana
paḌh paḌh ke vo dam karte haiñ kuchh haath par apnehañs hañs ke mire zaḳhm-e-jigar dekh rahe haiñ
maiñ ne chāhā thā ki andoh-e-vafā se chhūTūñvo sitamgar mire marne pe bhī raazī na huā
Ajab kya Gar Meh-o-Parveen Mere Nakhcheer Ho Jaen‘Ke Bar Fatraak-e-Sahib Doulatay Bistam Sar-e-Khud Ra’
na īmā-e-ḳhvāhish na iz.hār-e-matlabmire muñh ko ahl-e-karam dekhte haiñ
dī mire bhaa.ī ko haq ne az-sar-e-nau zindagīmīrzā yūsuf hai 'ġhālib' yūsuf-e-sānī mujhe
Apne Razzaq Ko Na Pehchane To Mohtaj-E-MulookAur Pehchane To Tera Gada Dara-O-Jamm
ġharaz kyā ki samjheñ mire ḳhat kā mazmūñvo unvān o tarz-e-raqam dekhte haiñ
ye lāsh-e-be-kafan 'asad'-e-ḳhasta-jāñ kī haihaq maġhfirat kare ajab āzād mard thā
Na Rahe Sitare Ki Gardish Na Bazi-e-AflakKhudi Ki Mout Hai Tera Zawal-e-Naimat-o-Jah