Faghan-e-Neem Shab Shayar Ki Baar-e-Gosh Hoti HaiNa Ho Jab Chashm-e-Mehfil Ashnaye Lutf-e-Be-Khawabi
Kisi Ka Shaola Faryad Ho Zulmat Ruba KyunkarGaran Hai Shab Par Sutoon Par Sehar Ki Asman Tabi
Shama-e-Haq Se Jo Munawwar Ho Ye Woh Mehfil Na ThiBarish-e-Rehmat Huwi Lekin Zameen Qabil Na Thi
Barhman Sarshar Hai Ab Tak Mai-e-Pindar MeinShama-e-Gautam Jal Rahi Hai Mehfil-e-Aghyar Mein
Shaola-E-Namrood Hai Roshan Zamane Mein To Kya“Shama Khud Ra Mee Gudazd Darmian-e-Anjuman
Woh Shaola Roshan Tera, Zulmat Grezan Jis Se ThiGhat Kar Huwa Misl-e-Sharar Taare Se Bhi Kam Noor Tar
Ae Ankah Za-Noor-e-Guhar-e-Nazam-e-Falak TaabDaman Ba Charagh-e-Mah-o-Akhtar Zada Aee Baaz!
Saf Basta The Arab Ke Jawanan-e-TaeghbandThi Muntazir Hina Ki Uroos-e-Zameen-e-Shaam
Akhtar-e-Shaam Ki Ati Hai Falak Se AwazSajda Karti Hai Sahar Jis Ko, Woh Hai Aaj Ki Raat
Reh-e-Yak Gaam Hai Himmat Ke Liye Arsh-e-BareenKeh Rahi Hai Ye Musalman Se Meeraj Ki Raat
Shafaq-e-Subah Ko Darya Ka Kharaam AaeenaNaghma-e-Shaam Ko Khamoshi-e-Shaam Aaeena
Koi Aesi Tarz-e-Tawaaf Tu Mujhe Ae Charagh-e-Haram Bata!Ke Tere Patang Ko Phir Atta Ho Wohi Sarisht-e-Samundari
Ae Humayun! Zindagi Teri Sarapa Souz ThiTeri Chingari Charagh-e-Anjuman Afroz Thi