Kahun Kya Arzu-e-Be-Dili Mujh Ko Kahan Tak HaiMere Bazar Ki Ronaq Hi Soda-e-Zayan Tak Hai
barā-e-hall-e-mushkil huuñ zi-pā uftāda-e-hasratbañdhā hai uqda-e-ḳhātir se paimāñ ḳhāksārī kā
Jawani Hai To Zauq-e-Deed Bhi, Lutf-e-Tamanna BhiHumare Ghar Ki Abadi Qaam-e-Mehman Tak Hai
hasrat-e-lazzat-e-āzār rahī jaatī haijāda-e-rāh-e-vafā juz dam-e-shamshīr nahīñ
Tamanna Dard-e-Dil Ki Ho To Kar Khidmat Faqeeron KiNahin Milta Ye Gohar Badshahon Ke Khazeenon Mein
de daad ai falak dil-e-hasrat-parast kīhaañ kuchh na kuchh talāfī-e-māfāt chāhiye
Kamal-e-Nazam-e-Hasti Ki Abhi Thi Ibtada GoyaHaweda Thi Nagine Ki Tamanna Chashme-e-Khatam Se
juz zaḳhm-e-teġh-e-nāz nahīñ dil meñ aarzūjeb-e-ḳhayāl bhī tire hāthoñ se chaak hai
Barha Tasbeeh Khawani Ke Bahane Arsh Ki JanibTamanna-e-Dili Akhir Bar Ayi Saee-e-Peham Se
dair-o-haram ā.īna-e-takrār-e-tamannāvāmāñdagī-e-shauq tarāshe hai panāheñ
Husn Se Ishq Ki Fitrat Ko Hai Tehreek-e-KamalTujh Se Sar-Sabz Huwe Mer Umeedon Ke Nihal
huā huuñ ishq kī ġhārat-garī se sharmindasivā.e hasrat-e-tāmīr ghar meñ ḳhaak nahīñ
Kya Tajasus Hai Tujhe, Kis Ki Tamanai HaiAh! Kya Tu Bhi Issi Cheez Ki Sodayi Hai
mirī hastī fazā-e-hairat ābād-e-tamannā haijise kahte haiñ naala vo usī aalam kā anqā hai
Arzoo Har Kafiat Mein Ek Naye Jalwe Ke HaiMuztarib Hun, Dil Sukoon Na-Ashna Rakhta Hun Main
na laa.ī shoḳhi-e-andesha tāb-e-rañj-e-naumīdīkaf-e-afsos milnā ahd-e-tajdīd-e-tamannā hai
Aah! Umeed Mohabbat Ki Bar Ayi Na KabhiChot Mizrab Ki Iss Saaz Ne Khayi Na Kabhi
kiyā yak-sar gudāz-e-dil niyāz-e-joshish-e-hasratsuvaidā nusḳha-e-tah-bandi-e-dāġh-e-tamannā hai
Shabab, Aah ! Kahan Tak Umeedwar RaheWoh Aysh, Aysh Nahin, Jis Ka Intizar Rahe
chāhe hai phir kisī ko muqābil meñ aarzūsurme se tez dashna-e-mizhgāñ kiye hue
Jalwa-e-Husn Ke Hai Jis Se Tamanna Be-TaabPalta Hai Jise Aghosh-e-Takhiyyul Mein Shabab
vo bhī din ho ki us sitamgar senaaz khīñchūñ bajā.e hasrat-e-nāz
Dekh! Yasrab Mein Huwa Naqa-e-Laila BaikarQias Ko Arzoo-e-Nau Se Shanasa Kar Dain
ḳhaar ḳhār-e-alam-e-hasrat-e-dīdār to haishauq gul-chīn-e-gulistān-e-tasallī na sahī
Zamane Dekhe Ga Jab Mere Dil Se Mehshar Uthe Ga Gutugoo KaMeri Khamoshi Nahin Hai, Goya Mazar Hai Harf-e-Arzoo Ka
na satā.ish kī tamannā na sile kī parvāgar nahīñ haiñ mire ash.ār meñ ma.anī na sahī
Koi Dil Aesa Nazar Na Aya Na Jis Mein Khawabida Ho TamannaElahi Tera Jahan Kya Hai, Nigar Khana Hai Arzoo Ka