Khuda Mujhe Bhi Agar Baal-o-Par Atta KartaShugufta Aur Bhi Hota Ye Alam-e-Aejad
Go Fikar-e-Khudad Se Roshan Hai ZamanaAzadi-e-Afkar Hai Iblees Ki Aejaad
Mein Ne Dikhlaya Farangi Ko Mulukiyat Ka KhawabMein Ne Tora Masjid-o-Dair-o-Kalisa Ka Fusoon
Allah Ko Pa-Mardi-e-Momin Pe BharosaIblees Ko Yourap Ki Machinon Ka Sahara
Ah Zalim! Tu Jahan Mein Banda’ay Mehkoom ThaMain Na Samjhi Thi Ke Hai Kyun Khak Meri Souz Naak
Alhazar, Mehkoom Ki Mayyat Se Sou Bar AlhazarAe Sarafeel ! Ae Khuda’ay Kainat ! Ae Jaan-E-Pak
Iss Dair-e-Kuhan Mein Hain Gharzmand PoojariRanjeeda Button Se Hon To Karte Hain Khuda Yaad
Allah ! Tera Shukar Ke Ye Khitta-e-PursouzSoudagar-e-Yourap Ki Ghulami Se Hai Azad !
Rahe Teri Khudai Daagh Se PakMere Bezauq Sajdon Se Hazzar Kar
Kaha Iqbal Ne Sheikh-E-Haram SeTeh-E-Mehrab-E-Masjid So Gya Kon