hai daur-e-qadah vaj.h-e-pareshānī-e-sahbāyak-bār lagā do ḳhum-e-mai mere laboñ se
kiyā mirā tazkira jo saaqī ne bāda-ḳhvāroñ kī anjuman meñto piir mai-ḳhāna sun ke kahne lagā ki muñh phaT hai ḳhaar hogā
rindān-e-dar-e-mai-kada gustāḳh haiñ zāhidzinhār na honā taraf in be-adaboñ se
Tere Shishe Mein May Baqi Nahin HaiBata, Kya Tu Mera Saqi Nahi Hai
sharminda rakhte haiñ mujhe bād-e-bahār semīnā-e-be-sharāb o dil-e-be-havā-e-gul
Dirgargoon Hai, Jahan, Taaron Ki Garzish Taiz Hai SaqiDil Har Zarra Mein Ghogha’ay Rasta Khaiz Hai Saqi
us lab se mil hī jā.egā bosa kabhī to haañshauq-e-fuzūl o jur.at-e-rindāna chāhiye
Mataa-e-Deen-o-Danish Lut Gyi Allah Walon KiYe Kis Kafir Ada Ka Ghamzada’ay Khoonraiz Hai Saqi
ham se khul jaao ba-vaqt-e-mai-parastī ek dinvarna ham chheḌeñge rakh kar uzr-e-mastī ek din
Wohi Daireena Bemari, Wohi Na-Mehkami Dil KiIlaj Iss Ka Wohi Aab-e-Nishaat Anghaiz Hai Saqi
qarz kī piite the mai lekin samajhte the ki haañrañg lāvegī hamārī fāqa-mastī ek din
Haram Ke Dil Mein Souz-e-Arzoo Payda Nahin HotaKe Paidai Teri Ab Tak Hijab Amaiz Hai Saqi