kyā bad-gumāñ hai mujh se ki ā.īne meñ miretuutī kā aks samjhe hai zañgār dekh kar
Na Keh Ke Sabr Mein Pinhan Hai Chara’ay Gham-e-DostNa Keh Ke Sabr Mu’amaye Mout Ki Hai Kushood
marte marte dekhne kī aarzū rah jā.egīvaa.e nākāmī ki us kāfir kā ḳhanjar tez hai
Huwa Jo Khak Se Paida, Vo Khak Mein MastoorMagar Ye Ghaibat-E-Sughra Hai Ya Fana, Kya Hai !
tum māh-e-shab-e-chār-dahum the mire ghar kephir kyuuñ na rahā ghar kā vo naqshā koī din aur
Khudi Hai Zinda To Hai Mout Ek Maqam-E-HayatKe Ishq Mout Se Karta Hai Imtihan-E-Sabaat
bayābān-e-fanā hai bād-e-sahrā-e-talab 'ġhālib'pasīna tausan-e-himmat to sail-e-ḳhāna-e-zīñ hai
Rahe Teri Khudai Daagh Se PakMere Bezauq Sajdon Se Hazzar Kar
fanā tālīm-e-dars-e-be-ḳhudī huuñ us zamāne seki majnūñ laam alif likhtā thā dīvār-e-dabistāñ par
Gar Sahib-E-Hangama Na Ho Manbar-O-MehrabDeen Banda\xe2\x80\x99ay Momin Ke Liye Mout Hai Ya Khawab
ḳhush vahshate ki arz-e-junūn-e-fanā karūñjuuñ gard-e-rāh jāma-e-hastī qabā karūñ
Mout Hai Ek Sakht Tar Jis Ka Ghlami Hai NaamMakar-O-Fan-E-Khawajgi Kash Samajhta Ghulam !
māna-e-dasht-navardī koī tadbīr nahīñek chakkar hai mire paañv meñ zanjīr nahīñ
Samjhta Hai Jo Mout Khawab-E-Lehad KoNahan Uss Ki Tameer Mein Hai Kharabi
qahr ho yā balā ho jo kuchh hokaash ke tum mire liye hote
Agar Maqsood-E-Kul Main Hun To Mujh Se Mawara Kya HaiMere Hungama Ha’ay Nau Ban Nau Ki Intiha Kya Hai?