tujh mein kuch paida nahin derina rozee ke nishantu jawan hai gardish e sham o saher ke darmiyan
ham ne vahshat-kada-e-bazm-e-jahāñ meñ juuñ sham.asho.ala-e-ishq ko apnā sar-o-sāmāñ samjhā
junbish e mouj e naseem e subah gehwara banijhoomti hai nasha e husti mein har gul ki kali
taaza nahīñ hai nashsha-e-fikr-e-suḳhan mujhetiryākī-e-qadīm huuñ dūd-e-charāġh kā
laila e shab kholti hai aa ke jab zulf e rasadaman e dil khenchti hai aabsharon ke sada
kahūñ kis se maiñ ki kyā hai shab-e-ġham burī balā haimujhe kyā burā thā marnā agar ek baar hotā
vo khamoshi sham ki jis per takalum ho fidavo darkhton per tafakkur ka saman chaya huwa
zulmat-kade meñ mere shab-e-ġham kā josh haiik sham.a hai dalīl-e-sahar so ḳhamosh hai
Haan dikha de ae tasawwar phir woh subah o sham tudorh piche ki taraf ae ghardish e ayyam tu
yā shab ko dekhte the ki har gosha-e-bisātdāmān-e-bāġhbān o kaf-e-gul-farosh hai
ye preshani meri saman e jamiat na hoye jigar sauzi charagh e khana e hikmat na ho
yā sub.h-dam jo dekhiye aa kar to bazm meñne vo surūr o soz na josh-o-ḳharosh hai
ye talash e muttasil shama e jahan afroz haitosin e idraak e insan ko kharam aamuz hai
dāġh-e-firāq-e-sohbat-e-shab kī jalī huīik sham.a rah ga.ī hai so vo bhī ḳhamosh hai
Gaisuay Urdu Abhi Mannat Pazeer-e-Shana HaiShama Ye Sodai-e-Dilsozi-e-Perwana Hai
Kehta Tha Ke Raat Ser Pe AayiUrne Chugne Mein Din Guzra
Kya Gham Hai Jo Raat Hai AndheriMain Rah Mein Roshani Karon Ga