Ura Kar Na Laye Jahan Bad-e-KohMughal Shahsawaron Ki Gard-e-Samand!
Parwaz Hai Dono Ki Issi Aik Faza MeinKargas Ka Jahan Aur Hai, Shaheen Ka Jahan Aur
Woh Dunya Ki Mitti, Ye Dozkh Ki MittiWoh Bot Khana Khaki, Ye Khakastari Hai
Gardan Na Jhuki Jis Ki Jhangeer Ke AgayJis Ke Nafs-e-Garam Se Hai Garmi-e-Arhar
Ek Faqr Sikhata Hai Sayyad Ko NakhcheeriEk Faqr Se Khulte Hain Asrar-e-Jahangeeri
Suraj Bunta Hai Tar-e-Zar SeDunya Ke Liye Rida-e-Noori
Ramz-o-Aema Iss Zamane Ke Liye Mouzun NahinAur Ata Bhi Nahin Mujh Ko Sukhan Sazi Ka Fann
Kehta Tha Azazeel Khudawand-e-Jahan SePar Kala-e-Atish Huwi Adam Ki Kaf-e-Khaak!
Jahan Mein Lazzat-e-Parwaz Haq Nahin Uss KaWujood Jis Ka Nahin Jazb-e-Khak Se Azad
Kiya Mein Ne Uss Khakdan Se KinaraJahan Rizq Kanaam Hai Aab-o-Dana
Ye Poorab, Ye Pacham Chakoron Ki DunyaMera Neelgun Asman Baikarana
Prindon Ki Dunya Ka Dervaish Hun MeinKe Shaheen Banata Nahin Ashiyana
Jurrat Hai To Afkar Ki Dunya Se Guzar JaHain Behar-e-Khudi Mein Abhi Poshida Jazeere