Ye Aabju Ki Rawani, Ye Humkinari-e-KhakMeri Nigah Mein Na-Khoob Hai Ye Nazzara
Woh Naghma Sardi-e-Khoon-e-Ghazal Sara Ki DaleelKe Jis Ko Sun Ke Tera Chehra Taabnaak Nahin
Huwa Hai Band-e-Momin Fusooni-e-AfrangIssi Sabab Se Qalandar Ki Ankh Hai Namnaak
Ye Wahi Dohriyat-e-Roos Par Huwi NazilKe Torh Daal Kaleesaon Ke Laat-o-Manat !
Pani Bhi Musakhar Hai, Hawa Bhi Ai MusakharKya Ho Jo Nigah-e-Falak-e-Peer Baal Jaye
Meri Nigah Mein Hai Ye Siasat-e-La-DeenKaneez-e-Ahrman-o-Doon Nihad-o-Murda Zameer
Ek Lurd-e-Farangi Ne Kaha Apne Pisar SeManzar Woh Talab Kar Ke Teri Ankh Na Ho Sair
Hamesha Moor-o-Magas Par Nigah Hai Un KiJahan Mein Hai Sift-e-Ankuboot Un Ki Kumand
Haqiqat-e-Azali Hai Raqabat-e-AqwamNigah-e-Peer-e-Falak Mein Na Main Aziz, Na Tu
Mard-e-Momin Ki Nigah-e-Galat Andaz Hai Bas!If you wish to nourish your heart
Wohi Jawan Hai Qabeele Ki Ankh Ka TaraShabaab Jis Ka Hai Be-Dagh, Zarb Hai Kari
Nigah-e-Kam Se Na Dekh Iss Ki Be Kulahi KoYe Be-Kulah Hai Sarmaya-e-Kulah-Dari
Nigah Woh Nahin Jo Surkh-o-Zard PehchaneNigah Woh Hai Ke Mouhtaj-e-Mehr-o-Mah Nahin