Mar Ke Ji Uthna Faqat Azad Mardon Ka Hai KaamGarcha Har Zee Rooh Ki Manzil Hai Aagosh-E-Lehad
Khiyal-E-Jadah-O-Manzil Fasana-O-AfsounKe Zindagi Hai Sarapa Raheel-E-Be-Maqsood
Khudi Hai Zinda To Darya Hai Be-Karana TeraTere Firaq Mein Muztir Hai Mouj-E-Neel-O-Firat
Khudi Hai Murda To Manind-E-Kah Paish-E-NaseemKhudi Hai Zinda To Sultan-E-Jumla Moujoodat
Tere Darya Mein Toofan Kyun Nahin HaiKhudi Teri Musalman Kyun Nahin Hai
Kabhi Darya Ke Sahil Se Guzar KarMaqam Apni Khudi Ka Faash Tar Kar
Ae Kh Ghulami Se Hai Rooh Teri MuzmahilSina’ay Be-Soz Mein Dhoond Khudi Ka Maqam !
Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-E-ShaheenHairat Mein Hai Sayyadm Ye Shaheen Hai Kh Durraj !
Tamam Arif-O-Ami Khudi Se BeganaKoi Bataye Ye Masjid Hai Ya K Maikhana
Khudi Se Mard-E-Khud Agah Ka Jamal-O-JalalK Ye Kitab Hai, Baqi Tamam Tafseerain
Haman Faqeeh-E-Azal Guft Jurrah Shaheen RaBasman Garwi Baz Mein Na Pardazi
Nutaq Ko So Naz Hain Tere Lab-e-Ejaz PerMehv-e-Hairat Hai Surayya Rifat-e- Parwaz Per
Jo Kuch Hosla Pa Ke Aagay BerhiTo Dekha Qitar Aik Larkon Ki Thi
Bagh Hai Fardous Ya Ek Manzal-e-Aramhai?Ya Rukh E Be Perwa Husn-e-Azal Ka Naam Hai?
Kya Ewz Raftar Ke Uss Dais Mein Parwaz Hai?Mout Kehte Hain Jise Ahle Zameen, Kya Raaz Hai?
Manzil Ka Ishtiaq Hai, Gum Karda Rah HunAe Shama! Main Aseer-e-Faraib-e-Nigah Hun
Ho Na Khursheed To Weeran Ho Gulistan MeraManzil-e-Aysh Ki Ja Naam Ho Zindan Mera
Atta Dard Hota Tha Shayar Ke Dil KoKhudi Tashna Kaam-e-Mai-e-Bekhudi Thi
Malak Azmate The Parwaz ApniJabeenon Se Noor-e-Azal Ashakara
Qoum Goya Jism Hai, Afrad Hain Azaaye QoumManzil-e-Sanaat Ke Rah Pema Hain Dast-O-Paye Qoum