Guzar Ja Aqal Se Aagay Ke Ye NorCharagh-e-Rah Hai, Manzil Nahin Hai
aalam jahāñ ba-arz-e-bisāt-e-vajūd thājuuñ sub.h chāk-e-jeb mujhe tār-o-pūd thā
Chaman Mein Rakht-e-Gul Se Tar HaiSaman Hai, Sabza Hai, Bad-e-Sehar Hai
shab nazāra-parvar thā ḳhvāb meñ ḳhayāl us kāsub.h mauja-e-gul ko naqsh-e-boriyā paayā
Khirad Se Rahru Roshan Basar HaiKhirad Kya Hai, Charagh-e-Rah Guzar Hai
maut kā ek din muayyan hainiind kyuuñ raat bhar nahīñ aatī
Jawanon Ko Meri Aah-e-Sehar DePhir In Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
tum māh-e-shab-e-chār-dahum the mire ghar kephir kyuuñ na rahā ghar kā vo naqshā koī din aur
Teri Dunya Jahan-e-Murg-o-MaahiMeri Dunya Fughan-e-Subahgahi
rañg-e-shikasta sub.h-e-bahār-e-nazāra haiye vaqt hai shaguftan-e-gul-hā-e-nāz kā
Dam-e-Arif Naseem-e-Subahdam HaiIssi Se Resha-e-Ma’ani Mein Nam Hai
mai se ġharaz nashāt hai kis rū-siyāh koik-gūna be-ḳhudī mujhe din raat chāhiye