Khule Jate Hain Issi Aag Se Asrar-e-HayatGaram Issi Aag Se Hai Maarka-e-Bood-o-Nabood
Agar Khudi Ki Hifazat Karain To Aen-e-HayatNa Kar Sakain To Sarapa Fusoon-o-Afsana
Teri Khudi Se Hai Roshan Tera Hareem-e-WujoodHayat Kya Hai, Ussi Ka Suroor-o-Souz-o-Sabat
Yehi Kamal Hai Tamseel Ka Ke Tu Na RaheRaha Na Tu To Na Souz-e-Khudi , Na Saaz-e-Hayat
Kyun Is Ski Zindagi Se Hai Aqwam Mein HayatKyun Iss Ke Wardat Badalte Hain Pe Ba Pe
Tu Hai Miyyat, Ye Hunar Tere Janaze Ka ImamNazar Ayi Hai Jise Marqad Ke Shabistan Mein Hayat!
Maqsood-e-Hunar Souz-e-Hayat-e-Abdi HaiYe Aik Nafs Ya Do Nafs Misl-e-Sharar Kya
Mout Ki Naqsh Gari In Ke Sanam Khanon MeinZindagi Se Hunar In Barhamanon Ka Bezar
Woh Shair Ke Paigham-e-Hayat-e-Abdi HaiYa Naghma-e-Jibreel Hai Ya Bang-e-Sarafeel!
Na Asia Mein Na Yorap Mein Souz-o-Saaz-e-HayatKhudi Ki Mout Hai Ye, Aur Woh Zameer Ki Mout
Woh Sajda Jis Mein Hai Millat Ki Zindagi Ka Payam!—God teach His ministers in India