maze jahān ke apnī nazar meñ ḳhaak nahīñsivā.e ḳhūn-e-jigar so jigar meñ ḳhaak nahīñ
tire ishq kī karāmat ye agar nahīñ to kyā haikabhī be-adab na guzrā mire paas se zamāna
Purane Hain Ye Sitare, Falak Bhi FarsudahJahan Woh Chahiye Mujh Ko Ke Ho Abi Naukhaiz
kab se huuñ kyā batā.ūñ jahān-e-ḳharāb meñshab-hā-e-hijr ko bhī rakhūñ gar hisāb meñ
maiñ vo saaf hī na kah duuñ jo hai farq mujh meñ tujh meñtirā dard dard-e-tanhā mirā ġham ġham-e-zamāna
Hadees-e-Bekhabran Hai, Tu Ba-Zamana Ba-SaazZamana Ba Toon-Saazd, Tu Ba Zamana Sataiz
jahāñ meñ ho ġham-e-shādī baham hameñ kyā kaamdiyā hai ham ko ḳhudā ne vo dil kī shaad nahīñ
apnā zamāna aap banāte haiñ ahl-e-dilham vo nahīñ ki jin ko zamāna banā gayā
Mein Kahan Hun Tu Kahan Hai, Ye Makan Ke La-Makan Hai?Ye Jahan Mera Jahan Hai Teri Karishma Sazi
huuñ giraftār-e-kamīñ-gāh-e-taġhāful ki jahāñḳhvāb sayyād se parvāz-e-girānī māñge
merā kamāl-e-sher bas itnā hai ai 'jigar'vo mujh pe chhā ga.e maiñ zamāne pe chhā gayā
Bharosa Kar Nahin Sakte Ghulamon Ki Baseerat ParKe Dunya Mein Faqat Mardan-e-Hur Ki Ankh Hai Beena
vo zinda ham haiñ ki haiñ rū-shanās-e-ḳhalq ai ḳhizrna tum ki chor bane umr-e-jāvedāñ ke liye
ye janāb-e-shaiḳh kā falsafa hai ajiib saare jahān sejo vahāñ piyo to halāl hai jo yahāñ piyo to harām hai
Wohi Hai Sahib-e-Amroz Jis Ne Apni Himat SeZamane Ke Sumander Se Nikala Gohar-e-Farda
rahā balā meñ bhī maiñ mubtala-e-āfat-e-rashkbalā-e-jāñ hai adā terī ik jahāñ ke liye
Alam-e-Aab-o-Khaak-o-Baad ! Sirr-e-Ayaan Hai Tu Ke MainWoh Jo Nazar Se Hai Nahan, Uss Ka Jahan Hai Tu Ke Main
diyā hai ḳhalq ko bhī tā use nazar na lagebanā hai aish tajammul husain ḳhaañ ke liye