nafas na anjuman-e-ārzū se bāhar khīñchagar sharāb nahīñ intizār-e-sāġhar khīñch
Arz Ki Main Ne, Elahi! Meri Takseer MaafKhush Na Ayen Ge Isse Hoor-o-Sharab-o-Lab-e-Kisht
tirī taraf hai ba-hasrat nazāra-e-nargisba-korī-e-dil-o-chashm-e-raqīb sāġhar khīñch
Ye Gunbad-e-Meenai, Ye Alam-e-TanhaiMujh Ko To Darati Hai Iss Dasht Ki Pehnayi
ḳhumār-e-minnat-e-sāqī agar yahī hai 'asad'Dil-e-gudāḳhta ke mai-kade meñ sāġhar khīñch
Zara Dekh Ae Saqi-E-Lalah Faam!Sunati Hai Ye Zindagi Ka Payam
alāva iid ke miltī hai aur din bhī sharābgadā-e-kūcha-e-mai-ḳhāna nā-murād nahīñ
Woh Mai Jis Se Roshan Zameer-E-HayatWoh Mai Jis Se Hai Masti-E-Kainat
rañg ne gul se dam-e-arz-e-pareshānī-e-bazmbarg-e-gul reza-e-mīnā kī nishānī māñge
Woh Mai Jis Mein Hai Soz-O-Saaz-E-AzalWoh Mai Jis Se Khulta Hai Raaz-E-Azal
rañg ne gul se dam-e-arz-e-pareshānī-e-bazmbarg-e-gul reza-e-mīnā kī nishānī māñge
Utha Saqiya Parda Iss Raaz SeLara De Mamoole Ko Shahbaz Se
ḳhisht pusht-e-dast-e-ijz o qālib āġhosh-e-vidā.apur huā hai sail se paimāna kis ta.amīr kā
Sharab-E-Kuhan Phir Pila SaqiyaWohi Jaam Gardish Mein La Saqiya!
nashsha-hā shādāb-e-rañg o sāz-hā mast-e-tarabshīsha-e-mai sarv-e-sabz-e-jū-e-bār-e-naġhma hai
Zahir-e-Nuqrah Gar Aspaid Ast -o-NauDast-o-Jama Hum She Gard Da Zau!
par-e-parvāna shāyad bādbān-e-kashtī-e-mai thāhuī majlis kī garmī se ravānī daur-e-sāġhar kī
Hai Meri Jurraat Se Musht-e-Khak Mein Zauq-e-NamooMere Fitne Jama-e-Aqal-o-Khirad Ka Taar-o-Poo
ġhurūr-e-lutf-e-sāqī nashsha-e-be-bākī-e-mastāñnam-e-dāmān-e-isyāñ hai tarāvat mauj-e-kausar kī